आती है तो चल मेरे साथ में
आती है तो चल मेरे साथ में
दे दे साथिया हाथों को हाथ में
रहना है हर पल अब तेरे साथ में
ले ले साथिया हाथों को हाथ में
मोर के संग है मोरनी सावन के साथ घटा
नदी के संग नांव है मौसम के साथ हवा
आती है तो चल …
तू जो मुस्कुराए खिल जाएं गुंचे गुलज़ार के
तेरी चोटियों में रानी महकें फूल बहार के
पर हैं सुहाने तेरे मीठे मीठे बोल रे
आ रे जा ओ भंवरे ना आगे पीछे डोल रे
ज़ोर पे है पुरवइया दुपट्टा उड़ ना जाए
कलाई तू जो पकड़े मेरी चूड़ी शरमाए हो हो
आती है तो चल …
मेरे सपनों की पायल छनके गोरे पांव में
ज़रा देर बैठें आज हम पलकों की छांव में
साँसों में सितार पे हमजोली तेरा नाम है
तेरी मेरी प्रीत की पावन सिन्दूरी शाम है
दूर वादी में जाए किसी दुल्हन की डोली
सजे हैं अरमां ऐसे सजी जैसी रंगीली
आती है तो चल …
ātī hai to chal mere sāth meṅ
de de sāthiyā hāthoṅ ko hāth meṅ
rahnā hai har pal ab tere sāth meṅ
le le sāthiyā hāthoṅ ko hāth meṅ
mor ke saṅg hai mornī sāvan ke sāth ghaṭā
nadī ke saṅg nāṅv hai mausam ke sāth havā
ātī hai to chal …
tū jo muskurāe khil jāeṅ guṅche gulazār ke
terī choṭiyoṅ meṅ rānī mahkeṅ phūl bahār ke
par haiṅ suhāne tere mīṭhe mīṭhe bol re
ā re jā o bhaṅvre nā āge pīchhe ḍol re
zor pe hai puravaiyā dupaṭṭā uṛ nā jāe
kalāī tū jo pakaṛe merī chūṛī śharmāe ho ho
ātī hai to chal …
mere sapnoṅ kī pāyal chhanke gore pāṅv meṅ
zarā der baiṭheṅ āj ham palkoṅ kī chhāṅv meṅ
sāṇsoṅ meṅ sitār pe hamjolī terā nām hai
terī merī prīt kī pāvan sindūrī śhām hai
dūr vādī meṅ jāe kisī dulhan kī ḍolī
saje haiṅ armāṅ aise sajī jaisī raṅgīlī
ātī hai to chal …