आते जाते जो मिलता है तुमसा लगता है
आते जाते जो मिलता है तुमसा लगता है
हम तो पागल हो जाएंगे ऐसा लगता है
ओ तेरे प्यार में तेरे इन्तज़ार में
तुमसे मिल के मैने जाना ये प्यार भी अजीब चीज़ है
इन्सां खुद को भूल जाता है ऐसा क्यूं होता है
हो दीवानेपन की ये इन्तेहा है चेहरों में क्या है चेहरा तेरा
तेरे सिवा हम सोचें भी कैसे यादों पे हर पल पहरा तेरा
क्या बेबसी है जानों सनम कहना हमारा मानो सनम
हमसे पूछो तनहा रहना कैसा लगता है
हम तो पागल हो …
hey relax
तुम्हें देखता हूं तो लगता है कोई ऐसा भी मेरे पास तो है
अरे जिसको मेरी तन्हाई का एह्सास तो है
ये आशिक़ी भी ऐसा नशा है जब ये लगे तो छूटे नहीं
नाता दिलों का है ऐसा नाता तोड़े से भी तो टूटे नहीं
जिसने कहा ये सच ही कहा भूले कभी ना पहली वफ़ा
तुमसे मिलना बातें करना अच्छा लगता है
हम तो पागल हो …
क्या सोचने लगीं
हां अं सोच रही हूँ तुम क्या सोच रहे हो
हः मैं हा हा हा हा हा हा
हो जी चाहता है ज़ुल्फ़ों के नीचे यूं ही हमेशा सोए रहें
बस तुमको देखें बस तुमको चाहें ख्वाबों में यूं ही खोए रहें
तुमसे मिली है जबसे नज़र हमको नहीं है कुछ भी खबर
अब तो हमको अफ़साना भी सच्चा लगता है
हम तो पागल हो …
āte jāte jo miltā hai tumsā lagtā hai
ham to pāgal ho jāeṅge aisā lagtā hai
o tere pyār meṅ tere intazār meṅ
tumse mil ke maine jānā ye pyār bhī ajīb chīz hai
insāṅ khud ko bhūl jātā hai aisā kyūṅ hotā hai
ho dīvānepan kī ye intehā hai chehroṅ meṅ kyā hai chehrā terā
tere sivā ham socheṅ bhī kaise yādoṅ pe har pal pahrā terā
kyā bebsī hai jānoṅ sanam kahnā hamārā māno sanam
hamse pūchho tanhā rahnā kaisā lagtā hai
ham to pāgal ho …
hey relax
tumheṅ dekhtā hūṅ to lagtā hai koī aisā bhī mere pās to hai
are jisko merī tanhāī kā ehsās to hai
ye āśhiqī bhī aisā naśhā hai jab ye lage to chhūṭe nahīṅ
nātā diloṅ kā hai aisā nātā toṛe se bhī to ṭūṭe nahīṅ
jisne kahā ye sach hī kahā bhūle kabhī nā pahlī vafā
tumse milnā bāteṅ karnā achchhā lagtā hai
ham to pāgal ho …
kyā sochne lagīṅ
hāṅ aṅ soch rahī hūṇ tum kyā soch rahe ho
hḥa maiṅ hā hā hā hā hā hā
ho jī chāhtā hai zulfoṅ ke nīche yūṅ hī hameśhā soe raheṅ
bas tumko dekheṅ bas tumko chāheṅ khvāboṅ meṅ yūṅ hī khoe raheṅ
tumse milī hai jabse nazar hamko nahīṅ hai kuchh bhī khabar
ab to hamko afsānā bhī sachchā lagtā hai
ham to pāgal ho …