Aate aate aa gae paas ham

आते आते आ गए पास हम्
Year
Language

आते आते आ गए पास हम
जाते जाते ले गए तुम सनम
मेरी नींदें मेरे सपने
ले चलो मुझको भी साथ अपने
तुम न मानो तो तुमको कसम
आते आते आ गए …

चाहें दिल मांग लो चाहें जां मांग लो
ना जी ना ना जी ना हाँ जी हाँ मांग लो
आज तुम हमसे सारा जहां मांग लो
आते आते आ गए …

पास इतने हैं आता नहीं कुछ नज़र
हमको अपनी खबर ना किसी की खबर
ढूँढ लेना हमें खो गए हम अगर
आते आते आ गए …

āte āte ā gae pās ham
jāte jāte le gae tum sanam
merī nīṅdeṅ mere sapne
le chalo mujhko bhī sāth apne
tum na māno to tumko kasam
āte āte ā gae …

chāheṅ dil māṅg lo chāheṅ jāṅ māṅg lo
nā jī nā nā jī nā hāṇ jī hāṇ māṅg lo
āj tum hamse sārā jahāṅ māṅg lo
āte āte ā gae …

pās itne haiṅ ātā nahīṅ kuchh nazar
hamko apnī khabar nā kisī kī khabar
ḍhūṇḍh lenā hameṅ kho gae ham agar
āte āte ā gae …