आसमान कहता है रब से ... वही तो है मेरी
आसमान कहता है रब से तूने चाँद दो क्यूँ बनाए
एक में रखा है दाग दूसरा है साफ़ साफ़
सबकी नज़र उसपे जाए हाय
वही तो है मेरी है वही तो
के जिसको देख देख देख चाँद जलता है
रब ने कहा ऐ आसमां उसे भेज के ज़मीं पे
हम भी पछताए हाय
वही तो है मेरी …
उसको देख फूलों को होती है जलन
क्यूं कि उसकी खुश्बू में हैं सभी मगन
वो गुज़रे दूर से हवा के शोर से
उसके आने का पता चले यहां सभी ये जानें
आसमान कहता है …
सात रंग दुनिया में होते हैं मगर
आठवां कहां है किसे है क्या खबर
जो उसको देख ले वो पल में जान ले
रंग क्यूं करे है कोशिशें रंग इक बनाने
आसमान कहता है …
āsmān kahtā hai rab se tūne chāṇd do kyūṇ banāe
ek meṅ rakhā hai dāg dūsrā hai sāf sāf
sabkī nazar uspe jāe hāy
vahī to hai merī hai vahī to
ke jisko dekh dekh dekh chāṇd jaltā hai
rab ne kahā ai āsmāṅ use bhej ke zamīṅ pe
ham bhī pachhtāe hāy
vahī to hai merī …
usko dekh phūloṅ ko hotī hai jalan
kyūṅ ki uskī khuśhbū meṅ haiṅ sabhī magan
vo guzre dūr se havā ke śhor se
uske āne kā patā chale yahāṅ sabhī ye jāneṅ
āsmān kahtā hai …
sāt raṅg duniyā meṅ hote haiṅ magar
āṭhvāṅ kahāṅ hai kise hai kyā khabar
jo usko dekh le vo pal meṅ jān le
raṅg kyūṅ kare hai kośhiśheṅ raṅg ik banāne
āsmān kahtā hai …