jhiṅgāpur tākur-takur -2
saṛā saṛ dekh ke pakaṛ -2
dekh ke pakaṛ dekh ke pakaṛ
ai ai yo
dha gi na ki na ki dhin
rūpamtī rukminī
dha gi na ki na ki dhin na ki dhin
rupamtī rukminī rukmanī
( dha gi na ki na ki dhin
rūpamtī rukminī ) -2
male 1: guru apne bol meṅ javāb dūṇ
male 2: hāṇ hāṇ boliye boliye
a: hāy hāy kāṭ ke bhāgā bhaiyā ko
kāṭ ke bhāgā kuttā
kāṭ ke bhāgā pāgal kuttā
kāṭ ke bhāgā kuttā
kāṭā kāṭā kāṭā
kuttā kāṭā kāṭā
kuttā kāṭā kāṭā
kuttā kāṭā kāṭā
kuttā kāṭe tū bhī kāṭ
kutte kī dum ko kāṭ
kāṭ koī naīṅ
kāṭ koī naīṅ
kāṭ koī
kutte ko pakaṛ kar
lapaṭ-jhapaṭ kar
dum ko kāṭe bhaiyā
kuttā kāṭe bhaiyā kāṭe
bhaiyā kāṭe kuttā kāṭe
kuttā bhaiyā donoṅ kāṭe
dhat terī dhat terī dhat te ā
male 3: vāh-vāh jogī ṭhākur
āpne to bol baṛe mazedār banā diye
a: gurū tumhāri kR^pā hai
jo kuchh sīkhā tumhīṅ se sīkhā hai
ab kuchh naī chīz sunāo
male 3: ṭhākūr
kal rāt ek baṛā achchhā bol achānak yād āyā
buḍḍhā ho gayā nā
sab kuchh bhūl jātā hūṇ
a: are nā nā nā gurū
is tarah bhūlne se nahīṅ chalegā
ye sab khazāne kyā sameṭ kar ūpar le jāoge
are bachchoṅ ke liye bhī to kuchh chhoṛ jāo
kyuṇ beṭā hā hā hā gurū hā hā
are gurū is liye to ye jholī liye phirtā hūṇ
jo kuchh kahte ho sab likh letā hūṇ
chalo sunāo
male 3: vṛndāban meṅ
vṛndāban meṅ
vihtāṅg vihtāṅg
jhamjhāṅg jhamjhāṅg
jhamtiki suātiki
na na na na na na na na
nūpūr bājat
chintāmni gān karat
bhrmar kokil sūr balat
sarv sakhi bidhī tāl dharat
( kṛṣhn chandr ne nāchti na tau bidhi
dhau ti dhad dhā
ti dhau ti dhad dhad dhā ) -2