jānam jānejāṇ, jānam jānejhāṇ
jānejigar jāneman, mujhko hai terī qasam
tū jo mujhe na milā, mar jāūṅgī maiṅ sanam
o rokegā ham ko, ab kyā zamānā
mar ke hameṅ hai vādā nibhānā
jānejigar jāneman …
maiṅ phūloṅ se kalioṅ se tāroṅ se terī māṇg bhar dūṅgā
maiṅ sāṅso kī mahkī nigāho ko tere nām kar dūṅgā
maiṅ pyār tujhse kartī hūṇ
din rāt āṇhe bhartī hūṇ
āṇhe bhartī hūṇ, āṇhe bhartī hūṇ
jānejigar jāneman …
(bin tere guzarte haiṅ kaise mere din rāt na puchho) - 2
jo dil meṅ chhupe haiṅ mere hamanśhīṅ vo bāt na pūchho
do dil jab dhaṛakte haiṅ
aise hī taṛapte haiṅ
taṛapte haiṅ, taṛapte haiṅ
jānejigar jāneman …
o rokegā ham ko, ab kyā zamānā
mar ke hame hai vādā nibhānā
jānejigar jāneman …
jānam, jānejāṅ, jānam, jānejahan