jānam, jān-e-jāṅ, jānam, jān-e-jahāṅ
jān-e-jigar jān-e-man, mujh ko hai terī kasam
tū jo mujhe nā milā, mar jāūṇgī maiṅ sanam
jān-e-jigar jān-e-man, mujh ko hai terī kasam
tū jo mujhe nā milī, mar jāūṇgā maiṅ sanam
rokegā ham ko ab kyā jamānā
mar ke hame haiṅ vādā nibhānā
maiṅ phūloṅ se, kaliyoṅ se, tāroṅ se, terī māṅg bhar dūṇgā
maiṅ sāṇsoṅ kī mahkī bahāroṅ ko, tere nām kar dūṇgā
maiṅ pyār tujh se kartī hūṇ, din rāt āhe bhartī hūṇ
bin tere gujarte haiṅ kaise, mere din rāt nā pūchho
jo dil meṅ chhupī hai mere hamanśhī vo bātā nā pūchho
do dil jab dhaḍakteṅ haiṅ, aise hī taḍapte haiṅ