Aashiq hoon main ... baadshaah o baadshaah

आशिक़ हूँ मैं ... बादशाह ओ बादशाह्
Work
Year
Language

आशिक़ हूँ मैं क़ातिल भी हूँ
सबके दिलों में शामिल भी हूँ
दिल को चुराना नींदें उड़ाना बस यही मेरा क़ुसूर
वादों से अपने मुकरता नहीं
मरने से मैं कभी डरता नहीं
बादशाह ओ बादशाह बादशाह ऐ बादशाह
बादशाह ओ बादशाह बादशाह
आशिक़ हूँ मैं …

चारों तरफ़ हैं मेरे ही चर्चे होंठों पे है बस मेरा नाम
रंगों भरी सुबह मेरी मस्ती में डूबी है मेरी शाम
झूठी कहानी सच्ची लगे आवारगी मुझे अच्छी लगे
नगमें सुनाना सबको नचाना बस यही मेरा क़ुसूर
वादों से अपने …

है ये मोहब्बत कमज़ोरी मेरी चाहत की दुनिया पे मेरा राज
बस रब के आगे झुकता मेरा सर झुकते मेरे सामने तख्त-ओ-ताज
अंदाज़ मेरा सबसे जुदा मैं बादशाहों का बादशाह
सपने सजाना हँसना हँसाअना बस यही मेरा क़ुसूर
वादों से अपने …

āśhiq hūṇ maiṅ qātil bhī hūṇ
sabke diloṅ meṅ śhāmil bhī hūṇ
dil ko churānā nīṅdeṅ uṛānā bas yahī merā qusūr
vādoṅ se apne mukartā nahīṅ
marne se maiṅ kabhī ḍartā nahīṅ
bādśhāh o bādśhāh bādśhāh ai bādśhāh
bādśhāh o bādśhāh bādśhāh
āśhiq hūṇ maiṅ …

chāroṅ taraf haiṅ mere hī charche hoṅṭhoṅ pe hai bas merā nām
raṅgoṅ bharī subah merī mastī meṅ ḍūbī hai merī śhām
jhūṭhī kahānī sachchī lage āvārgī mujhe achchhī lage
nagmeṅ sunānā sabko nachānā bas yahī merā qusūr
vādoṅ se apne …

hai ye mohabbat kamazorī merī chāhat kī duniyā pe merā rāj
bas rab ke āge jhuktā merā sar jhukte mere sāmne takht-o-tāj
aṅdāz merā sabse judā maiṅ bādśhāhoṅ kā bādśhāh
sapne sajānā hṇsnā hṇsāanā bas yahī merā qusūr
vādoṅ se apne …