I am in love ... koee hai aashiq koee mahboob hai

इ अम इन ळोवे ... कोई है आशिक़ कोई महबूब है
Year
Language

oho laa
I am in Love. you are in love.
He is in love. She is in love

कोई है आशिक़ कोई महबूब है
यह दुनिया ख़ूब है -2
I am in Love. …

कहीं पे रोमियो-जूलियट कहीं रांझा कहीं हीर
कहीं शीरी-फ़रहाद ये नाम सबको है याद
सबके बहाने दिल से मनसूब हैं
यह दुनिया ख़ूब है …

कितने हैं मौसम लेकिन यह रुत है एक सुहानी
बरसों की ज़िन्दगानी में दो दिन की है जवानी
और ये जवानी दिल से मनसूब है
यह दुनिया कूब है …

oho laa
I am in Love. you are in love.
He is in love. She is in love

koī hai āśhiq koī mahbūb hai
yah duniyā khūb hai -2
I am in Love. …

kahīṅ pe romiyo-jūliyaṭ kahīṅ rāṅjhā kahīṅ hīr
kahīṅ śhīrī-farhād ye nām sabko hai yād
sabke bahāne dil se mansūb haiṅ
yah duniyā khūb hai …

kitne haiṅ mausam lekin yah rut hai ek suhānī
barsoṅ kī zindgānī meṅ do din kī hai javānī
aur ye javānī dil se mansūb hai
yah duniyā kūb hai …