आशा के जब दीप बुझे ... अपनी छाया में भगवन्
आशा के जब दीप बुझे तो मन का दीप जला
जग का रस्ता छोड़ मुसाफ़िर तेरी राह चला
अपनी छाया में भगवन बिठा ले मुझे
मैं हूँ तेरा तू अपना बना ले मुझे
अपनी छाया में …
अब मुझे ग़म का ग़म ना ख़ुशी की ख़ुशी
है अँधेरा भी मेरे लिए रोशनी
मैं जीऊँ जब तक आजमा ले मुझे
मैं हूँ तेरा तू …
देखकर मैं किसी की ख़ुशी ना जलूँ
राह इंसानियत की हमेशा चलूँ
भूल जाऊँ तो जग से उठा ले मुझे
मैं हूँ तेरा तू …
āśhā ke jab dīp bujhe to man kā dīp jalā
jag kā rastā chhoṛ musāfir terī rāh chalā
apnī chhāyā meṅ bhagavan biṭhā le mujhe
maiṅ hūṇ terā tū apnā banā le mujhe
apnī chhāyā meṅ …
ab mujhe ġham kā ġham nā khuśhī kī khuśhī
hai aṇdherā bhī mere lie rośhnī
maiṅ jīūṇ jab tak ājmā le mujhe
maiṅ hūṇ terā tū …
dekhkar maiṅ kisī kī khuśhī nā jalūṇ
rāh iṅsāniyat kī hameśhā chalūṇ
bhūl jāūṇ to jag se uṭhā le mujhe
maiṅ hūṇ terā tū …