Title (Indic)ओ मेरी बहना पहनाऊँ तुझको गहना WorkAarohi Year1982 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand Saagar Kiran Performer Bela Performer Mukesh Writer Bharat Vyas LyricsHindiमु: ओ मेरी बहना पहनाऊँ तुझको गहना तुझे दुल्हनिया बनाऊँ ऐसा दूल्हा ढूँढ के लाऊँ हो सभी तरह से सयाना पर एक आँख से काना बे: ना-ना रे भैया ऐसा ब्याह करूँ ना भैया मु: ओ मेरी बहना … तू कजरा डाल आँखों में तेरा दूल्हा एक लाखों में हर बात तेरी मानेगा तेरे दिल को पहचानेगा वैसे तो मरद है असली पर दाँत हैं उसके नक़ली बे: ना-ना रे भैया ऐसा ब्याह करूँ ना भैया मु: ओ मेरी बहना … जब घर से तू जाएगी तेरी याद बहुत आएगी वहाँ प्यार मिलेगा इतना हम सबको भूल जाएगी लेकिन विश्वास है मुझको मेरे जन्म-दिवस पर बहना तू निश्चय ही आएगी बे: ओ मेरे भैया मु: ओ मेरी बहना … Englishmu: o merī bahnā pahnāūṇ tujhko gahnā tujhe dulhniyā banāūṇ aisā dūlhā ḍhūṇḍh ke lāūṇ ho sabhī tarah se sayānā par ek āṇkh se kānā be: nā-nā re bhaiyā aisā byāh karūṇ nā bhaiyā mu: o merī bahnā … tū kajrā ḍāl āṇkhoṅ meṅ terā dūlhā ek lākhoṅ meṅ har bāt terī mānegā tere dil ko pahchānegā vaise to marad hai aslī par dāṇt haiṅ uske naqlī be: nā-nā re bhaiyā aisā byāh karūṇ nā bhaiyā mu: o merī bahnā … jab ghar se tū jāegī terī yād bahut āegī vahāṇ pyār milegā itnā ham sabko bhūl jāegī lekin viśhvās hai mujhko mere janm-divas par bahnā tū niśhchay hī āegī be: o mere bhaiyā mu: o merī bahnā …