आरज़ू थी दिल को जिसकी ... दुश्मन दिल का है जो मेरे सुना है आज वो आएगा आएगा
आरज़ू थी दिल को जिसकी दूर वो मंज़िल नहीं
आज या तो मैं नहीं या आज वो क़ातिल नहीं
दुश्मन दिल का है जो मेरे
सुना है आज वो आएगा आएगा
आज उसे जानूंगी मैं
आज उसे पहचानूंगी मैं
आज नहीं बच पाएगा पाएगा
चैन गंवाया बचपन में
आज लगी है मेरे तन मन में
राहों में गलियों दर्पण में
ढूंढूं जिसे हर दर्पण में
सामने आए तो वो
चेहरा दिखाए तो वो
कब तक खुद को छुपाएगा छुपाएगा
दुश्मन दिल का है जो मेरे …
अब ये रूप दिखाऊंगी मैं
जिसने मिटाई मेरी खुशी उसको आज मिटाऊंगी मैं
खतरे भी झेलूंगी
जान से खेलूंगी
दुश्मन जान से जाएगा जाएगा
दुश्मन दिल का है जो मेरे …
कब से फिरती हूँ मैं दीवानी
घर आंगन से मैं अनजानी
दिल पे छाए हैं यादों के बादल
आँखों से बरसे है पानी
जिसने ये ग़म दिया
जिसने ये सितम किया
आज बहुत पछताएगा पछताएगा
दुश्मन दिल का है जो मेरे …
ārazū thī dil ko jiskī dūr vo maṅzil nahīṅ
āj yā to maiṅ nahīṅ yā āj vo qātil nahīṅ
duśhman dil kā hai jo mere
sunā hai āj vo āegā āegā
āj use jānūṅgī maiṅ
āj use pahchānūṅgī maiṅ
āj nahīṅ bach pāegā pāegā
chain gaṅvāyā bachapan meṅ
āj lagī hai mere tan man meṅ
rāhoṅ meṅ galiyoṅ darpaṇ meṅ
ḍhūṅḍhūṅ jise har darpaṇ meṅ
sāmne āe to vo
chehrā dikhāe to vo
kab tak khud ko chhupāegā chhupāegā
duśhman dil kā hai jo mere …
ab ye rūp dikhāūṅgī maiṅ
jisne miṭāī merī khuśhī usko āj miṭāūṅgī maiṅ
khatre bhī jhelūṅgī
jān se khelūṅgī
duśhman jān se jāegā jāegā
duśhman dil kā hai jo mere …
kab se phirtī hūṇ maiṅ dīvānī
ghar āṅgan se maiṅ anjānī
dil pe chhāe haiṅ yādoṅ ke bādal
āṇkhoṅ se barse hai pānī
jisne ye ġham diyā
jisne ye sitam kiyā
āj bahut pachhtāegā pachhtāegā
duśhman dil kā hai jo mere …