आराम के थे साथी क्या क्या
भरोसा कर न दौलत पर न सूरत पर न चाहत पर
ये दुनिया है सदा रहती नहीं जो एक हालत पर
आराम के थे साथी क्या क्या जब वक़्त पड़ा तो कोई नहीं
सब दोस्त हैं अपने मतलब के दुनिया में किसी का कोई नहीं
कल चलते थे जो इशारों पर
कल चलते थे जो इशारों पर
अब मिलती नहीं है उनकी नज़र
अब मिलती नहीं है उनकी नज़र
या चाहनेवाले लाखों थे या पूछनेवाला कोई नहीं
आराम के थे साथी क्या क्या जब वक़्त पड़ा तो कोई नहीं
जब वक़्त पड़ा तो कोई नहीं
जैसा कि है मुझ पर वक़्त पड़ा
जैसा कि है मुझ पर वक़्त पड़ा
ऐसा न कोई बेबस होगा
ऐसा न कोई बेबस होगा
जीने को सहारा कोई नहीं मरने को बहाना कोई नहीं
आराम के थे साथी क्या क्या जब वक़्त पड़ा तो कोई नहीं
जब वक़्त पड़ा तो कोई नहीं
bharosā kar na daulat par na sūrat par na chāhat par
ye duniyā hai sadā rahtī nahīṅ jo ek hālat par
ārām ke the sāthī kyā kyā jab vaqt paṛā to koī nahīṅ
sab dost haiṅ apne matalab ke duniyā meṅ kisī kā koī nahīṅ
kal chalte the jo iśhāroṅ par
kal chalte the jo iśhāroṅ par
ab miltī nahīṅ hai unkī nazar
ab miltī nahīṅ hai unkī nazar
yā chāhnevāle lākhoṅ the yā pūchhnevālā koī nahīṅ
ārām ke the sāthī kyā kyā jab vaqt paṛā to koī nahīṅ
jab vaqt paṛā to koī nahīṅ
jaisā ki hai mujh par vaqt paṛā
jaisā ki hai mujh par vaqt paṛā
aisā na koī bebas hogā
aisā na koī bebas hogā
jīne ko sahārā koī nahīṅ marne ko bahānā koī nahīṅ
ārām ke the sāthī kyā kyā jab vaqt paṛā to koī nahīṅ
jab vaqt paṛā to koī nahīṅ