आपका सरकार क्या कुछ खो गया है
आपका सरकार क्या कुछ खो गया है
ये अचानक आपको क्या हो गया है
कुछ कहिए चुप न रहिए
खोए-खोए से हो किसलिए
आपका सरकार …
लो गया वो गया अब उसे भूलिए
ज़ुल्फ़ से हाँ खेलिए हाँ बाँहों में झूलिए
( देखे ना ) 3 कोई आँखों में आ आ जाइए
जाने न जाने कोई दिल में समा जाइए
आपका सरकार …
आपको देखकर दिल पर बिजली गिरी
इस क़दर बेरुख़ी ये बेरुख़ी छोड़कर
ऐसा मिलेगा ना दिल दूसरा
दिल ना मेरा तोड़िए
आपका सरकार …
āpkā sarkār kyā kuchh kho gayā hai
ye achānak āpko kyā ho gayā hai
kuchh kahie chup na rahie
khoe-khoe se ho kislie
āpkā sarkār …
lo gayā vo gayā ab use bhūlie
zulf se hāṇ khelie hāṇ bāṇhoṅ meṅ jhūlie
( dekhe nā ) 3 koī āṇkhoṅ meṅ ā ā jāie
jāne na jāne koī dil meṅ samā jāie
āpkā sarkār …
āpko dekhkar dil par bijlī girī
is qadar berukhī ye berukhī chhoṛkar
aisā milegā nā dil dūsrā
dil nā merā toṛie
āpkā sarkār …