आपन जीवन दर्पण न्यारा
इस में समाया रूप तिहारा
जग की सेवा जीवन रखता
कर्म तुम्हारे धर्म हमारा
रोगी मन को तुम्हारी आशा
जीवन ??? हमरी तुम्हारा
मन में समाया रूप तिहारा
आपन जीवन दर्पण न्यारा
अँधी आँख को तुम्हारा दर्शन
दुःख बदरी में चमकता तारा
मुझको भी अपना सा बना दो
आप हो मेरे, ??? तुम्हारा
मन में समाया रूप तिहारा
आपन जीवन दर्पण न्यारा
āpan jīvan darpaṇ nyārā
is meṅ samāyā rūp tihārā
jag kī sevā jīvan rakhtā
karm tumhāre dharm hamārā
rogī man ko tumhārī āśhā
jīvan ??? hamrī tumhārā
man meṅ samāyā rūp tihārā
āpan jīvan darpaṇ nyārā
aṇdhī āṇkh ko tumhārā darśhan
duḥakh badrī meṅ chamaktā tārā
mujhko bhī apnā sā banā do
āp ho mere, ??? tumhārā
man meṅ samāyā rūp tihārā
āpan jīvan darpaṇ nyārā