आप यूँ फ़ासलों से गुज़रते रहे
आप यूँ फ़ासलों से गुज़रते रहे
दिल से कदमों की आवाज़ आती रही
आहटों से अंधेरे चमकते रहे
रात आती रही रात जाती रही
हो, गुनगुनाती रहीं मेरी तनहाइयाँ
दूर बजती रहीं कितनी शहनाइयाँ
ज़िंदगी ज़िंदगी को बुलाती रही
आप यूँ फ़ासलों से गुज़रते रहे
दिल से कदमों की आवाज़ आती रही
आप यूँ…
कतरा कतरा पिघलता रहा आस्माँ -2
रूह की वादियों में न जाने कहाँ
इक नदी… इक नदी दिलरुबा गीत गाती रही
आप यूँ फ़ासलों से गुज़रते रहे
दिल से कदमों की आवाज़ आती रही
आप यूँ…
आप की गर्म बाहों में खो जाएंगे
आप की नर्म ज़ानों पे सो जाएंगे, सो जाएंगे
मुद्दतों रात नींदें चुराती रही
आप यूँ फ़ासलों से गुज़रते रहे
दिल से कदमों की आवाज़ आती रही
आप यूँ…
āp yūṇ fāsloṅ se guzarte rahe
dil se kadmoṅ kī āvāz ātī rahī
āhṭoṅ se aṅdhere chamakte rahe
rāt ātī rahī rāt jātī rahī
ho, gungunātī rahīṅ merī tanhāiyāṇ
dūr bajtī rahīṅ kitnī śhahnāiyāṇ
ziṅdgī ziṅdgī ko bulātī rahī
āp yūṇ fāsloṅ se guzarte rahe
dil se kadmoṅ kī āvāz ātī rahī
āp yūṇ…
katrā katrā pighaltā rahā āsmāṇ -2
rūh kī vādiyoṅ meṅ na jāne kahāṇ
ik nadī… ik nadī dilrubā gīt gātī rahī
āp yūṇ fāsloṅ se guzarte rahe
dil se kadmoṅ kī āvāz ātī rahī
āp yūṇ…
āp kī garm bāhoṅ meṅ kho jāeṅge
āp kī narm zānoṅ pe so jāeṅge, so jāeṅge
muddtoṅ rāt nīṅdeṅ churātī rahī
āp yūṇ fāsloṅ se guzarte rahe
dil se kadmoṅ kī āvāz ātī rahī
āp yūṇ…