आप ये सोच के मिलते हुए घबराते हैं
आप ये सोच के मिलते हुए घबराते हैं
रोज़ मिलने से मुहब्बत के मज़े जाते हैं
हाँ हम यही सोच के मिलते हुए घबराते हैं
रोज़ मिलने से …
इक नशा होता है अजी ऐसी मुलाकातों में
हम न आएंगे सनम आपकी इन बातों में
आपको हमपे यकीं करना पड़ेगा इक दिन
हम जो कहते हैं ये मौसम भी समझाते हैं
हम यही सोच के …
दिल मचलता है मिले आपसे पर डरते हैं
आपकी ऐसी अदा पर ही हम तो मरते हैं
आप हमको ज़रा आशिक़ मिज़ाज लगते हैं
इन ख्यालों से ही आते हुए शरमाते हैं
हम यही सोच के …
रोज़ मिलने से मुहब्बत के मज़े आते हैं
āp ye soch ke milte hue ghabrāte haiṅ
roz milne se muhabbat ke maze jāte haiṅ
hāṇ ham yahī soch ke milte hue ghabrāte haiṅ
roz milne se …
ik naśhā hotā hai ajī aisī mulākātoṅ meṅ
ham na āeṅge sanam āpkī in bātoṅ meṅ
āpko hampe yakīṅ karnā paṛegā ik din
ham jo kahte haiṅ ye mausam bhī samjhāte haiṅ
ham yahī soch ke …
dil machaltā hai mile āpse par ḍarte haiṅ
āpkī aisī adā par hī ham to marte haiṅ
āp hamko zarā āśhiq mizāj lagte haiṅ
in khyāloṅ se hī āte hue śharmāte haiṅ
ham yahī soch ke …
roz milne se muhabbat ke maze āte haiṅ