Aap se pyaar huaa jaataa hai

आप से प्यार हुआ जाता है
Work
Year
Language

आप से प्यार हुआ जाता है
खेल दुश्वार हुआ जाता है

तुमने क्‌यों प्यार से देखा मुझको - 2
दर्द बेज़ार हुआ जाता है

इस तमन्न में कि तुम दोगे सज़ा, तुम दोगे सज़ा
दिल गुनाहग़ार हुआ जाता है

दिल जो हर क़ैद से घबराता था, घबराता था
ख़ुद ही गिरफ़्तार हुआ जाता है

āp se pyār huā jātā hai
khel duśhvār huā jātā hai

tumne k‌yoṅ pyār se dekhā mujhko - 2
dard bezār huā jātā hai

is tamann meṅ ki tum doge sazā, tum doge sazā
dil gunāhaġhār huā jātā hai

dil jo har qaid se ghabrātā thā, ghabrātā thā
khud hī giraftār huā jātā hai