आप मुझे अच्छे लगने लगे सपने सच्चे
आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
अहा
आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
नैन सारी रैन जगने लगे
के आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
नैन सारी रैन जगने लगे
के आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
बातें यही होने लगीं गाँव में हो
बातें यही होने लगीं गाँव में
छुपती फिरूँ मैं धूप में छाँव में
ज़ंजीरें फ़ौलाद की हैं पाँव में
मगर छन-छननन घुँघरू बजने लगे
अहा आप मुझे अच्छे लगने लगे
नैन सारी रैन जगने लगे
के आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
अँखियों को भेद खोलना आ गया हाय
अँखियों को भेद खोलना आ गया
मेरे मन को भी डोलना आ गया
ख़ामोशी को बोलना आ गया
देखो गीत मेरे मुख पे सजने लगे
अहा आप मुझे अच्छे लगने लगे
नैन सारी रैन जगने लगे
के आप मुझे अच्छे लगने लगे
सपने सच्चे लगने लगे
āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage
ahā
āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage
nain sārī rain jagne lage
ke āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage
nain sārī rain jagne lage
ke āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage
bāteṅ yahī hone lagīṅ gāṇv meṅ ho
bāteṅ yahī hone lagīṅ gāṇv meṅ
chhuptī phirūṇ maiṅ dhūp meṅ chhāṇv meṅ
zaṅjīreṅ faulād kī haiṅ pāṇv meṅ
magar chhan-chhananan ghuṇghrū bajne lage
ahā āp mujhe achchhe lagne lage
nain sārī rain jagne lage
ke āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage
aṇkhiyoṅ ko bhed kholnā ā gayā hāy
aṇkhiyoṅ ko bhed kholnā ā gayā
mere man ko bhī ḍolnā ā gayā
khāmośhī ko bolnā ā gayā
dekho gīt mere mukh pe sajne lage
ahā āp mujhe achchhe lagne lage
nain sārī rain jagne lage
ke āp mujhe achchhe lagne lage
sapne sachche lagne lage