Aap ko mujh se gilaa hotaa na shiqvaa hotaa

आप को मुझ से गिला होता न शिक़वा होता
Work
Year
Language

आप को मुझ से गिला होता न शिक़वा होता
मेरी मजबूरी को गर आप ने समझा होता
समझा होता

आप को मुझ से गिला होता न शिक़वा होता -2
मेरी मजबूरी को गर आप ने
मेरी मजबूरी को गर आप ने समझा होता
समझा होता
आप को मुझ से
आप को मुझ से गिला होता न शिक़वा होता

दर्द की याद में भी दर्द है बेहतर ये था -2
अपने ज़ख़्मों का हिसाब हम ने न रखा होता
मेरी मजबूरी को गर आप ने
मेरी मजबूरी को गर आप ने समझा होता
समझा होता

ख़्वाब देखे थे जो हमने वो सभी सच होते -2
सोचिये ऐसा अगर होता तो कैसा होता
मेरी मजबूरी को गर आप ने समझा होता
समझा होता
आप को मुझ से गिला होता न शिक़वा होता

āp ko mujh se gilā hotā na śhiqvā hotā
merī majbūrī ko gar āp ne samjhā hotā
samjhā hotā

āp ko mujh se gilā hotā na śhiqvā hotā -2
merī majbūrī ko gar āp ne
merī majbūrī ko gar āp ne samjhā hotā
samjhā hotā
āp ko mujh se
āp ko mujh se gilā hotā na śhiqvā hotā

dard kī yād meṅ bhī dard hai behtar ye thā -2
apne zakhmoṅ kā hisāb ham ne na rakhā hotā
merī majbūrī ko gar āp ne
merī majbūrī ko gar āp ne samjhā hotā
samjhā hotā

khvāb dekhe the jo hamne vo sabhī sach hote -2
sochiye aisā agar hotā to kaisā hotā
merī majbūrī ko gar āp ne samjhā hotā
samjhā hotā
āp ko mujh se gilā hotā na śhiqvā hotā