आप के पास जो आएगा, पिघल जाएगा
आप के भीगे हुए जिसम से आँच आती है
दिल को गर्माती है, जज़्बात को भड़काती है
आप के पास जो आएगा, पिघल जाएगा
इस हरारत से जो उलझेगा, वो जल जाएगा
आप का हुस्न वो शबनम है जो शोलों में पले
गर्म खुश्बुओं में तपते हुए रँगों में ढले
किसका दिल है जो सम्भाले से सम्भल जाएगा
होंठ हैं या किसी शायर की दुआओं का जवाब
ज़ुल्फ़ हैं या किसी सावन के तलबगार का ख़्वाब
ऐसे जलवों को जो देखेगा मचल जाएगा
इस कदर हुस्न ज़माने में न देखा न सुना
उसका क्या कहना जिसे आपने हमराज़ चुना
उसकी तक़दीर का ईनाम बदल जाएगा
% -- षशिख़न्त ज़ोशि उर्फ़ Pइन्तु डिवन
āp ke bhīge hue jisam se āṇch ātī hai
dil ko garmātī hai, jazbāt ko bhaṛkātī hai
āp ke pās jo āegā, pighal jāegā
is harārat se jo uljhegā, vo jal jāegā
āp kā husn vo śhabnam hai jo śholoṅ meṅ pale
garm khuśhbuoṅ meṅ tapte hue rṇgoṅ meṅ ḍhale
kiskā dil hai jo sambhāle se sambhal jāegā
hoṅṭh haiṅ yā kisī śhāyar kī duāoṅ kā javāb
zulf haiṅ yā kisī sāvan ke talabgār kā khvāb
aise jalvoṅ ko jo dekhegā machal jāegā
is kadar husn zamāne meṅ na dekhā na sunā
uskā kyā kahnā jise āpne hamrāz chunā
uskī taqdīr kā īnām badal jāegā
% -- ṣhaśhikhant zośhi urf Pintu ḍivn