आप के अनुरोध पे मैं ये गीत सुनाता हूँ
आप के अनुरोध पर, मैं ये गीत सुनाता हूँ
अपने दिल की बातों से, आप का दिल बहलाता हूँ
आप के अनुरोध पे …
मत पूछो औरों के दुःख में, ये प्रेम कवि क्यों रोता है
बस चोट किसी को लगती है और दर्द किसी को होता है
दूर कहीं कोइ दर्पण टूटे, तड़प के मैं रह जाता हूँ
आप के अनुरोध पे …
तारीफ़ मैं जिसकी करता हूँ, क्या रूप है वो, क्या खुशबू है
कुछ बात नहीं ऐसी कोई, ये एक सुरों का जादू है
कोअल की एक कूक से सबके दिल में हूक़ उठाता हूँ
आप के अनुरोध पे …
मैं पहने फिरता हूँ जो, वो ज़ंजीरें कैसे बनती हैं
ये भेद बता दूँ गीतों में तसवीरें कैसे बनती हैं
सुन्दर होंठों की लाली से, मैं रंग रूप चुराता हूँ
आप के अनुरोध पे मैन ये गीत सुनाता हूँ …
āp ke anurodh par, maiṅ ye gīt sunātā hūṇ
apne dil kī bātoṅ se, āp kā dil bahlātā hūṇ
āp ke anurodh pe …
mat pūchho auroṅ ke duḥakh meṅ, ye prem kavi kyoṅ rotā hai
bas choṭ kisī ko lagtī hai aur dard kisī ko hotā hai
dūr kahīṅ koi darpaṇ ṭūṭe, taṛap ke maiṅ rah jātā hūṇ
āp ke anurodh pe …
tārīf maiṅ jiskī kartā hūṇ, kyā rūp hai vo, kyā khuśhbū hai
kuchh bāt nahīṅ aisī koī, ye ek suroṅ kā jādū hai
koal kī ek kūk se sabke dil meṅ hūq uṭhātā hūṇ
āp ke anurodh pe …
maiṅ pahne phirtā hūṇ jo, vo zaṅjīreṅ kaise bantī haiṅ
ye bhed batā dūṇ gītoṅ meṅ tasvīreṅ kaise bantī haiṅ
sundar hoṅṭhoṅ kī lālī se, maiṅ raṅg rūp churātā hūṇ
āp ke anurodh pe main ye gīt sunātā hūṇ …