Title (Indic)मुश्क़िल से थोड़ी सी बात होती है WorkAap Beati Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiमुश्क़िल से थोड़ी सी बात होती है रह जाती है बात इतनी छोटी सी मुलाक़ात होती है दो दिनों के बीच कितनी लम्बी-लम्बी काली-काली रात होती है आज मिले हो फिर कल मिलोगे फिर परसों मिलोगे ज़रा जल्दी-जल्दी मिला करो ना जी हाल-ए-दिल आज सुना है फिर कल सुनोगे फिर परसों सुनोगे ज़रा जल्दी-जल्दी सुना करो ना जी तुमने कही है बात ये हसीं तेरे बिना दिल लगता नहीं तब तो तुमको मेरे पास रहना चाहिए कहते रहना चाहिए ये तुमने आज कहा है फिर कल कहोगे फिर परसों कहोगे ज़रा जल्दी-जल्दी कहा करो ना जी कुछ सोच के डर जाती हूँ शर्म से मर जाती हूँ आँखों-आँखों में ऐसे इशारे करते हो उफ़ तुम हँसते हो सैंया कितने अच्छे लगते हो ऐसे तुम आज हँसे हो फिर कल हँसोगे फिर परसों हँसोगे ज़रा जल्दी-जल्दी हँसा करो ना जी Englishmuśhqil se thoṛī sī bāt hotī hai rah jātī hai bāt itnī chhoṭī sī mulāqāt hotī hai do dinoṅ ke bīch kitnī lambī-lambī kālī-kālī rāt hotī hai āj mile ho phir kal miloge phir parsoṅ miloge zarā jaldī-jaldī milā karo nā jī hāl-e-dil āj sunā hai phir kal sunoge phir parsoṅ sunoge zarā jaldī-jaldī sunā karo nā jī tumne kahī hai bāt ye hasīṅ tere binā dil lagtā nahīṅ tab to tumko mere pās rahnā chāhie kahte rahnā chāhie ye tumne āj kahā hai phir kal kahoge phir parsoṅ kahoge zarā jaldī-jaldī kahā karo nā jī kuchh soch ke ḍar jātī hūṇ śharm se mar jātī hūṇ āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ aise iśhāre karte ho uf tum hṇste ho saiṅyā kitne achchhe lagte ho aise tum āj hṇse ho phir kal hṇsoge phir parsoṅ hṇsoge zarā jaldī-jaldī hṇsā karo nā jī