Aao naa mujhse pyaar karo mere jaan-e-jaan

आओ ना मुझसे प्यार करो मेरे जान-ए-जां
Year
Language

आओ ना मुझसे प्यार करो मेरे जान-ए-जां
ऐसे ना बेक़रार करो मेरे जान-ए-जां
अब तो इंतज़ार करो मेरे रहनुमा रहनुमा
आओ ना मुझसे प्यार …

दूर रहोगे तो न चैन आएगा
होंठों की प्यास बुझा लो तुम
ज़ुल्फ़ें मेरी सहलाओ तुम
चाहत तो एक बार करो मेरे जान-ए-जां

साँसों को साँसों से महकने दो
ऐसी रातों में कुछ हो जाने दो
इतना भी ना तड़पाओ तुम
थोड़ा करीब आओ तुम
मुझ पे जां निसार करो मेरे जान-ए-जां

āo nā mujhse pyār karo mere jān-e-jāṅ
aise nā beqrār karo mere jān-e-jāṅ
ab to iṅtazār karo mere rahnumā rahnumā
āo nā mujhse pyār …

dūr rahoge to na chain āegā
hoṅṭhoṅ kī pyās bujhā lo tum
zulfeṅ merī sahlāo tum
chāhat to ek bār karo mere jān-e-jāṅ

sāṇsoṅ ko sāṇsoṅ se mahakne do
aisī rātoṅ meṅ kuchh ho jāne do
itnā bhī nā taṛpāo tum
thoṛā karīb āo tum
mujh pe jāṅ nisār karo mere jān-e-jāṅ