Aao mil ke gaaen aisaa gaanaa sureelaa aur suhaanaa

आओ मिल के गाएँ ऐसा गाना सुरीला और सुहाना
Work
Year
Language

को: छुप -8
हे
शं: आओ मिल के गाएँ ऐसा गाना सुरीला और सुहाना
जिस में सिर्फ़ प्यार की मिठास हो
उ: हमने तो है सीखा गुनगुनाना
हमेशा मुस्कुराना जबसे तुम हमारे दिल के पास हो
चि: तुम और हम गाएँ सरगम
शं: सरगम ज़िन्दगी की हर ख़ुशी की और प्यार की
को: तुम और हम गाएँ सरगम … और प्यार की

को: हे
हे-हे -3

चि: सुबह के उजाले हैं रुपहले
शं: शाम का अन्धेरा रेशमी है
उ: मुस्कुराती आँखों से जो देखो
चि: दुनिया में कहाँ कोई कमी है
जो हल्का हो यह मन
उ: जो हम रहें मगन
हर एक रुत लगेगी हमको रुत बहार की
को: जो हल्का हो यह मन … रुत बहार की
चि: ओ तुम और हम गाएँ सरगम
शं: सरगम ज़िन्दगी की हर ख़ुशी की और प्यार की
को: हम और तुम गाएँ सरगम … और प्यार की

को: हे

अ: एक नन्ही प्यारी सी कली ने
चुपके से ये मुझ्को है बताया
ख़ुशनसीब वो हैं इस जहाँ में
जिसने दूसरों का प्यार पाया
लगती है वो कली हर एक को भली
ऐसी कली को कब है ज़रूरत शृंगार की
को: लगती है वो कली … ज़रूरत शृंगार की
तुम और हम गाएँ सरगम … और प्यार की
शं: तुम और हम गाएँ सरगम … और प्यार की

उ: आओ मिल के गाएँ ऐसा गाना … प्यार की मिठास हो
चि: हमने तो है सीखा गुनगुनाना … दिल के पास हो
अ: तुम और हम गाएँ सरगम … और प्यार की
को: हम और तुम गाएँ सरगम … और प्यार की

को: होय ल ल ल ल ल -4
हे हे हे हे हे

ko: chhup -8
he
śhaṅ: āo mil ke gāeṇ aisā gānā surīlā aur suhānā
jis meṅ sirf pyār kī miṭhās ho
u: hamne to hai sīkhā gungunānā
hameśhā muskurānā jabse tum hamāre dil ke pās ho
chi: tum aur ham gāeṇ sargam
śhaṅ: sargam zindgī kī har khuśhī kī aur pyār kī
ko: tum aur ham gāeṇ sargam … aur pyār kī

ko: he
he-he -3

chi: subah ke ujāle haiṅ rupahle
śhaṅ: śhām kā andherā reśhmī hai
u: muskurātī āṇkhoṅ se jo dekho
chi: duniyā meṅ kahāṇ koī kamī hai
jo halkā ho yah man
u: jo ham raheṅ magan
har ek rut lagegī hamko rut bahār kī
ko: jo halkā ho yah man … rut bahār kī
chi: o tum aur ham gāeṇ sargam
śhaṅ: sargam zindgī kī har khuśhī kī aur pyār kī
ko: ham aur tum gāeṇ sargam … aur pyār kī

ko: he

a: ek nanhī pyārī sī kalī ne
chupke se ye mujhko hai batāyā
khuśhansīb vo haiṅ is jahāṇ meṅ
jisne dūsroṅ kā pyār pāyā
lagtī hai vo kalī har ek ko bhalī
aisī kalī ko kab hai zarūrat śhṛṅgār kī
ko: lagtī hai vo kalī … zarūrat śhṛṅgār kī
tum aur ham gāeṇ sargam … aur pyār kī
śhaṅ: tum aur ham gāeṇ sargam … aur pyār kī

u: āo mil ke gāeṇ aisā gānā … pyār kī miṭhās ho
chi: hamne to hai sīkhā gungunānā … dil ke pās ho
a: tum aur ham gāeṇ sargam … aur pyār kī
ko: ham aur tum gāeṇ sargam … aur pyār kī

ko: hoy la la la la la -4
he he he he he