आओ खेलें सनम उन्नीस के तुम बीस के हम्
आओ खेलें सनम उन्नीस के तुम बीस के हम
मौक़ा भी है तन्हाई भी उस पर क़यामत का आलम
बीस के तुम उन्नीस के हम उस पर क़यामत का आलम
love me या love me not
yes yes, you are in my heart,
मांगू अगर मैं तो क्या गलत बोसा तेरे रुखसार का
पहले मिलन में तो प्यार का दस्तूर भी है ये जानम
बीस के तुम …
देखेगा कोई तो क्या हुआ दुनिया से कह दो पुकार के
हमको ज़माने का क्या ग़म
आओ खेलें सनम …
खो जायें कुछ देर के लिए हम एक दूजे को थाम के
ढलते हैं साये भी शाम के कुछ रोशनी भी है मद्धम
आओ खेलें सनम …
āo kheleṅ sanam unnīs ke tum bīs ke ham
mauqā bhī hai tanhāī bhī us par qayāmat kā ālam
bīs ke tum unnīs ke ham us par qayāmat kā ālam
love me yā love me not
yes yes, you are in my heart,
māṅgū agar maiṅ to kyā galat bosā tere rukhsār kā
pahle milan meṅ to pyār kā dastūr bhī hai ye jānam
bīs ke tum …
dekhegā koī to kyā huā duniyā se kah do pukār ke
hamko zamāne kā kyā ġham
āo kheleṅ sanam …
kho jāyeṅ kuchh der ke lie ham ek dūje ko thām ke
ḍhalte haiṅ sāye bhī śhām ke kuchh rośhnī bhī hai maddham
āo kheleṅ sanam …