Aao bachcho ... mere pass aao mere dosto ek qissaa suno

आओ बच्चो ... मेरे पस्स आओ मेरे दोस्तो एक क़िस्सा सुनो
Year
Language

आओ बच्चो आज तुम्हें एक कहानी सुनाता हूँ मैं
शेर की कहानी सुनोगे
हुँ

हूँ हूँ
मेरे पस्स आओ मेरे दोस्तो एक क़िस्सा सुनो -2

कई साल पहले की ये बात है
बोलो ना चुप क्‌यूँ हो गये
भयानक अंधेरी सियाह रात में
लिये अपनी बन्दूक मैं हाथ में
घने जंगलों से गुज़रता हुआ कहीं जा रहा था -2
जा रहा था
नहीं आ रहा था
नहीं जा रहा था

ओफ़ फ़ो आगे भी तो बोलो ना
बताता हूँ बता हूँ

घड़ी थी अन्धेरा मगर सख़्त था
कोई दस सवा दस का वक़्त था

लरज़ता था कोयल की भी कूक से
बुरा हाल हुआ उस पे भूख से
लगा तोड़ने एक बेरी से बेर
मेरे सामने आ गया एक शेर

कोई गिघ्घी ?? बनती नज़र फिर गई
तो बन्दूक भी हाथ से गिर गई

मैं लपका वो झपका
मैं ऊपर वो नीचे
वो आगे मैं पीछे
मैं पेड़ पे वो पीछे
अरे बचाओ -2
मैं डाल-डाल वो पात-पात
मैं पसीना वो बाग़-बाग़
मैं सुर में वो ताल में
ये जंगल पाताल में
बचाओ बचाओ
अरे भागो रे भागो
अरे भागो

फिर क्‌या हुआ
ख़ुदा की क़सम मज़ा आ गया
मुझे मार कर बेसरम खा गया

खा गया
लेकिन आप तो ज़िन्दा हैं

अरे ये जीना भी कोई जीना है लल्लू
आइं

ल ल ल र ल ल

āo bachcho āj tumheṅ ek kahānī sunātā hūṇ maiṅ
śher kī kahānī sunoge
huṇ

hūṇ hūṇ
mere pass āo mere dosto ek qissā suno -2

kaī sāl pahle kī ye bāt hai
bolo nā chup k‌yūṇ ho gaye
bhayānak aṅdherī siyāh rāt meṅ
liye apnī bandūk maiṅ hāth meṅ
ghane jaṅgloṅ se guzartā huā kahīṅ jā rahā thā -2
jā rahā thā
nahīṅ ā rahā thā
nahīṅ jā rahā thā

of fo āge bhī to bolo nā
batātā hūṇ batā hūṇ

ghaṛī thī andherā magar sakht thā
koī das savā das kā vaqt thā

laraztā thā koyal kī bhī kūk se
burā hāl huā us pe bhūkh se
lagā toṛne ek berī se ber
mere sāmne ā gayā ek śher

koī gighghī ?? bantī nazar phir gaī
to bandūk bhī hāth se gir gaī

maiṅ lapkā vo jhapkā
maiṅ ūpar vo nīche
vo āge maiṅ pīchhe
maiṅ peṛ pe vo pīchhe
are bachāo -2
maiṅ ḍāl-ḍāl vo pāt-pāt
maiṅ pasīnā vo bāġh-bāġh
maiṅ sur meṅ vo tāl meṅ
ye jaṅgal pātāl meṅ
bachāo bachāo
are bhāgo re bhāgo
are bhāgo

phir k‌yā huā
khudā kī qasam mazā ā gayā
mujhe mār kar besram khā gayā

khā gayā
lekin āp to zindā haiṅ

are ye jīnā bhī koī jīnā hai lallū
āiṅ

la la la ra la la