आँखों ने तुम्हारी मीठी बातों ने
कु: आँखों ने तुम्हारी मीठी बातों ने -2
मेरी नींद उड़ाई मेरा चैन चुराया
सपना सजाया अपना बनाया
अपना बनाके सपना सजाके
चुपके से सिखाया प्यार
धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार -2
अ: आँखों ने तुम्हारी मीठी … छीना है क़रार
कु: दीवाना इश्क़ का मैं तो होने लगा
ज़ुल्फ़ों की ओट में जानाँ खोने लगा
अ: मेरा कहना ना माने मेरी प्यास ना जाने
धक-धक धड़के दिल मेरा तड़पे
रंगीं सफ़र में ऐसी उमर में
दर्द उठा पहली बार
कु: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार
अ: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार
यादों में आज-कल काटूँ मैं रात-दिन
झूठा सारा जहाँ लगता है तेरे बिन
कु: क्या हाल जिया का मैं तुझसे बताऊँ
एक पल कहीं मैं तुझे भूल ना पाऊँ
शाम-सवेरे दिल को मेरे रहता है क्यों इन्तज़ार
अ: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार
कु: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार
कु: आँखों ने तुम्हारी मीठी बातों ने
अ: आँखों ने तुम्हारी मीठी बातों ने
कु: मेरी नींद उड़ाई
अ: मेरा चैन चुराया
कु: सपना सजाया
अ: अपना बनाया
कु: अपना बनाके
अ: सपना सजाके
कु: चुपके से
अ: सिखाया प्यार
कु: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार
अ: धीरे-धीरे इस दिल का छीना है क़रार्
ku: āṇkhoṅ ne tumhārī mīṭhī bātoṅ ne -2
merī nīṅd uṛāī merā chain churāyā
sapnā sajāyā apnā banāyā
apnā banāke sapnā sajāke
chupke se sikhāyā pyār
dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār -2
a: āṇkhoṅ ne tumhārī mīṭhī … chhīnā hai qarār
ku: dīvānā iśhq kā maiṅ to hone lagā
zulfoṅ kī oṭ meṅ jānāṇ khone lagā
a: merā kahnā nā māne merī pyās nā jāne
dhak-dhak dhaṛke dil merā taṛpe
raṅgīṅ safar meṅ aisī umar meṅ
dard uṭhā pahlī bār
ku: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār
a: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār
yādoṅ meṅ āj-kal kāṭūṇ maiṅ rāt-din
jhūṭhā sārā jahāṇ lagtā hai tere bin
ku: kyā hāl jiyā kā maiṅ tujhse batāūṇ
ek pal kahīṅ maiṅ tujhe bhūl nā pāūṇ
śhām-savere dil ko mere rahtā hai kyoṅ intazār
a: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār
ku: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār
ku: āṇkhoṅ ne tumhārī mīṭhī bātoṅ ne
a: āṇkhoṅ ne tumhārī mīṭhī bātoṅ ne
ku: merī nīṅd uṛāī
a: merā chain churāyā
ku: sapnā sajāyā
a: apnā banāyā
ku: apnā banāke
a: sapnā sajāke
ku: chupke se
a: sikhāyā pyār
ku: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār
a: dhīre-dhīre is dil kā chhīnā hai qarār