Aankhon men le ke pyaar ... k‌yaa hogaa yaar k‌yaa hogaa

आँखों में ले के प्यार ... क्‌या होगा यार क्‌या होगा
Work
Year
Language

हे जागी है उमंग दिल में बुझेगी मन की प्यास
प्यार के रंग में हम सब मिल कर
हे खेलेंगे डांडिया रास ऐ हलो हलो
डांडियो रे रंग मा डांडिया
come come let's play डांडिया

आँखों में ले के प्यार आया है कोई यार
बजते हैं दिल के तार क्‌या होगा यार क्‌या होगा
आँखों में …

वो भी हैं बेकरार मैं भी हूँ बेकरार
अब कौन जाने यार क्‌या होगा
आँखों में …

चंदा की चाँदनी है मौसम की रागिनी है
महकी बहार है वो
ओ हो ओहो ओहो ओहो हो
मुझसे अंजान भी है वो मेरी जान भी है
मेरा ही प्यार है वो
देखो तारों वाली है रात
चूमेंगे उनका हाथ
बढ़ जाए गर जो बात
क्‌या होगा यार क्‌या होगा
आँखों में …
डा.ड्यो रे रंग मां …

सपनों की रात आए खुशियों को साथ लाए
दिल मेरा आज डोले
ओहो हूं हूं हूं हूं ला ला ला
दिल में अरमान जागे सोए तूफ़ान जागे
धड़कन में प्यार बोले
पी के उनकी नज़र का जाम
लेता हूँ दिल को थाम
ले लूं जो उनका नाम
क्‌या होगा यार क्‌या होगा
ऐ आँखों में …

he jāgī hai umaṅg dil meṅ bujhegī man kī pyās
pyār ke raṅg meṅ ham sab mil kar
he kheleṅge ḍāṅḍiyā rās ai halo halo
ḍāṅḍiyo re raṅg mā ḍāṅḍiyā
come come let's play ḍāṅḍiyā

āṇkhoṅ meṅ le ke pyār āyā hai koī yār
bajte haiṅ dil ke tār k‌yā hogā yār k‌yā hogā
āṇkhoṅ meṅ …

vo bhī haiṅ bekrār maiṅ bhī hūṇ bekrār
ab kaun jāne yār k‌yā hogā
āṇkhoṅ meṅ …

chaṅdā kī chāṇdnī hai mausam kī rāginī hai
mahkī bahār hai vo
o ho oho oho oho ho
mujhse aṅjān bhī hai vo merī jān bhī hai
merā hī pyār hai vo
dekho tāroṅ vālī hai rāt
chūmeṅge unkā hāth
baṛh jāe gar jo bāt
k‌yā hogā yār k‌yā hogā
āṇkhoṅ meṅ …
ḍā.ḍyo re raṅg māṅ …

sapnoṅ kī rāt āe khuśhiyoṅ ko sāth lāe
dil merā āj ḍole
oho hūṅ hūṅ hūṅ hūṅ lā lā lā
dil meṅ armān jāge soe tūfān jāge
dhaṛkan meṅ pyār bole
pī ke unkī nazar kā jām
letā hūṇ dil ko thām
le lūṅ jo unkā nām
k‌yā hogā yār k‌yā hogā
ai āṇkhoṅ meṅ …