Aankhon men aa jaa dil men samaa jaa

आँखों में आ जा दिल में समा जा
Work
Year
Language

आँखों में आ जा दिल में समा जा
मेरी कहानी सुन जा अपनी सुना जा -2
आँखों में आ जा दिल में समा जा

बिगड़ी है क़िस्मत जीवन है फीका
जीवन है फीका
आ तुझसे कह दूँ दुख अपने जी का -2
ओ दम भर को आ के मेरी बिगड़ी बना जा

आँखों में आ जा दिल में समा जा
मेरी कहानी सुन जा अपनी सुना जा
आँखों में आ जा दिल में समा जा

इस दिल को दुनिया तड़पा रही है
तड़पा रही है
ऐसे में तेरी याद आ रही है -2
ओ आ और आ के मुझे ग़म से छुड़ा जा

आँखों में आ जा दिल में समा जा
मेरी कहानी सुन जा अपनी सुना जा
आँखों में आ जा दिल में समा जा

छोड़े ना दुनिया दीवाना कर के
दीवाना कर के
जीना भी कोई जीना है मर के -2
ओ हाय मैं कैसे जियूँ ये तो बता जा

आँखों में आ जा दिल में समा जा
मेरी कहानी सुन जा अपनी सुना जा
आँखों में आ जा दिल में समा जा

āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā
merī kahānī sun jā apnī sunā jā -2
āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā

bigaṛī hai qismat jīvan hai phīkā
jīvan hai phīkā
ā tujhse kah dūṇ dukh apne jī kā -2
o dam bhar ko ā ke merī bigaṛī banā jā

āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā
merī kahānī sun jā apnī sunā jā
āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā

is dil ko duniyā taṛpā rahī hai
taṛpā rahī hai
aise meṅ terī yād ā rahī hai -2
o ā aur ā ke mujhe ġham se chhuṛā jā

āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā
merī kahānī sun jā apnī sunā jā
āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā

chhoṛe nā duniyā dīvānā kar ke
dīvānā kar ke
jīnā bhī koī jīnā hai mar ke -2
o hāy maiṅ kaise jiyūṇ ye to batā jā

āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā
merī kahānī sun jā apnī sunā jā
āṇkhoṅ meṅ ā jā dil meṅ samā jā