आँखों की गुस्ताखियां माफ़ हों
आँखों की गुस्ताखियां माफ़ हों
इक टुक तुम्हें देखती हैं
जो बात कहना चाहे ज़ुबां
तुमसे ये वो कहती हैं
आँखों की शर्म-ओ-हया माफ़ हों
उठी आँखें जो बात ना कह सकीं
झुकी आँखें वो कहती हैं
आँखों की गुस्ताखियां …
काजल का इक तिल तुम्हारे लबों पे लगा लूं
हां चंदा और सूरज की नज़रों से तुमको बचा लूं
ओ पलकों की चिलमन में आओ मैं तुमको छुपा लूं
ख्यालों की ये शोखियां माफ़ हों
हरदम तुम्हें सोचती हैं
जब होश में होता है जहाँ
मदहोश ये करती हैं
आँखों की शर्म-ओ-हया …
ये ज़िंदगी आपकी ही अमानत रहेगी ऐ हे
दिल में सदा आपकी ही मुहब्बत रहेगी ऐ हे
इन साँसों को आपकी ही ज़रूरत रहेगी
हां इस दिल की नादानियां माफ़ हों
ये मेरी कहां सुनती हैं
ये पल पल जो होती हैं बेकल सनम
तो सपने नए बुनती हैं
आँखों की गुस्ताखियां …
āṇkhoṅ kī gustākhiyāṅ māf hoṅ
ik ṭuk tumheṅ dekhtī haiṅ
jo bāt kahnā chāhe zubāṅ
tumse ye vo kahtī haiṅ
āṇkhoṅ kī śharm-o-hayā māf hoṅ
uṭhī āṇkheṅ jo bāt nā kah sakīṅ
jhukī āṇkheṅ vo kahtī haiṅ
āṇkhoṅ kī gustākhiyāṅ …
kājal kā ik til tumhāre laboṅ pe lagā lūṅ
hāṅ chaṅdā aur sūraj kī nazroṅ se tumko bachā lūṅ
o palkoṅ kī chilman meṅ āo maiṅ tumko chhupā lūṅ
khyāloṅ kī ye śhokhiyāṅ māf hoṅ
hardam tumheṅ sochtī haiṅ
jab hośh meṅ hotā hai jahāṇ
madhośh ye kartī haiṅ
āṇkhoṅ kī śharm-o-hayā …
ye ziṅdgī āpkī hī amānat rahegī ai he
dil meṅ sadā āpkī hī muhabbat rahegī ai he
in sāṇsoṅ ko āpkī hī zarūrat rahegī
hāṅ is dil kī nādāniyāṅ māf hoṅ
ye merī kahāṅ suntī haiṅ
ye pal pal jo hotī haiṅ bekal sanam
to sapne nae buntī haiṅ
āṇkhoṅ kī gustākhiyāṅ …