आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती है
आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती है -2
तुम नहीं आते हो तो याद भी क्यों आती है
आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती है
हम खयालों में बुला लेते हैं अक्सर तुमको -2
जब तबीयत ज़रा तनहाई से घबराता है -2
आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती है
हर इक आहट पे यूँ हम चौंक उठा करते हैं -2
जिस तरहा बिजली घटाओं में चमक जाती है
तुम नहीं आते हो तो, याद भी क्यों आती है
आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती है
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ har ik rāt guzar jātī hai -2
tum nahīṅ āte ho to yād bhī kyoṅ ātī hai
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ har ik rāt guzar jātī hai
ham khayāloṅ meṅ bulā lete haiṅ aksar tumko -2
jab tabīyat zarā tanhāī se ghabrātā hai -2
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ har ik rāt guzar jātī hai
har ik āhaṭ pe yūṇ ham chauṅk uṭhā karte haiṅ -2
jis tarhā bijlī ghaṭāoṅ meṅ chamak jātī hai
tum nahīṅ āte ho to, yād bhī kyoṅ ātī hai
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ har ik rāt guzar jātī hai