Aankhon aankhon men ham tum ho gae deevaane

आँखों आँखों में हम तुम हो गए दीवाने
Work
Year
Language

आँखो आँखों में हम तुम हो गए दीवाने
बातों बातों में देखा, बन गये अफ़साने

याद करो ये सबने कहा था
दिल जो दिया तो, ये हाल होगा
चैन ना आयेगा, नींद ना आयेगी
किसी का कहा, हम तुम माने नहीं माने

हम अजनबी थे, तुम थे पराये
एक दूसरे के दिल में समाये
हम और तुम में उफ़ ये मोहब्बत
कैसे हो गयी, हम तुम जाने नहीं जाने

कितनी हंसी ये तनहाईयाँ हैं
तनहाईयों में रुसवाईयाँ हैं
रुसवाईयों से डरते नहीं हम
छोडो प्यार की बाते, छोडो ये बहाने

āṇkho āṇkhoṅ meṅ ham tum ho gae dīvāne
bātoṅ bātoṅ meṅ dekhā, ban gaye afsāne

yād karo ye sabne kahā thā
dil jo diyā to, ye hāl hogā
chain nā āyegā, nīṅd nā āyegī
kisī kā kahā, ham tum māne nahīṅ māne

ham ajanbī the, tum the parāye
ek dūsre ke dil meṅ samāye
ham aur tum meṅ uf ye mohabbat
kaise ho gayī, ham tum jāne nahīṅ jāne

kitnī haṅsī ye tanhāīyāṇ haiṅ
tanhāīyoṅ meṅ rusvāīyāṇ haiṅ
rusvāīyoṅ se ḍarte nahīṅ ham
chhoḍo pyār kī bāte, chhoḍo ye bahāne