हो
आँख मिली दिल चला गया -2
कोई प्यार की दुनिया बसा गया
आँख मिली दिल चला गया
वो चाँदनी रुत, वो मस्त पवन, हो -2
जागा था जहाँ सोया हुआ मन -2
फिर चलिये वहीं -4
ओ ओ ओ
कहती है यही अब दिल की लगन -2
कौन ये मुझमें समा गया
मेरे नैनों की निंदिया चुरा गया
आँख मिली दिल चला गया -2
ओ
क्यूँ आज उमंगें नाच उठी, ओ नाच उठी -2
अरमानों की दुनिया झूम गई -2
चुपके से ना जाने किसकी नज़र -2
आ कर मेरा दामन चूम गई -2
कौन ये जादू जगा गया
सुध लूट के अपना बना गया
आँख मिली दिल चला गया
ho
āṇkh milī dil chalā gayā -2
koī pyār kī duniyā basā gayā
āṇkh milī dil chalā gayā
vo chāṇdnī rut, vo mast pavan, ho -2
jāgā thā jahāṇ soyā huā man -2
phir chaliye vahīṅ -4
o o o
kahtī hai yahī ab dil kī lagan -2
kaun ye mujhmeṅ samā gayā
mere nainoṅ kī niṅdiyā churā gayā
āṇkh milī dil chalā gayā -2
o
kyūṇ āj umaṅgeṅ nāch uṭhī, o nāch uṭhī -2
armānoṅ kī duniyā jhūm gaī -2
chupke se nā jāne kiskī nazar -2
ā kar merā dāman chūm gaī -2
kaun ye jādū jagā gayā
sudh lūṭ ke apnā banā gayā
āṇkh milī dil chalā gayā