Aankh meree hai ... pyaar aayaa

आँख मेरी है ... प्यार आया
Work
Year
Language

आ: आँख मेरी है हुस्न तेरा है
तुझको देखूँ मैं हक़ ये मेरा है

अ: आँखों में सुरूर है
बातों में गुरूर है
छलके छलके छलके
बिंदिया मेरी बिंदिया
ले गई तेरी निंदिया
चमके चमके चमके
चैन खोया तुमको पाया

आ: ( प्यार आया प्यार आया
सज-धज के मेरा यार आया ) -2

अ: आँखों में सुरूर है
बातों में गुरूर है
छलके छलके छलके
बिंदिया मेरी बिंदिया
ले गई तेरी निंदिया
चमके चमके चमके
चैन खोया तुमको पाया

आ: ( प्यार आया प्यार आया
सज-धज के मेरा यार आया ) -2

ओ हो ओ हो हे ए हे हे ए हे

मैं हूँ दीवाना प्यार का मारा
जान भी दे दूँ कर दो इशारा
अ: दिल से है दिल का सौदा हमारा
जान क्‌यों मांगें तुमसे हम यारा
ज़िंदगी ये आशिक़ी है
आशिक़ी की तो ये क़रार आया

आ: ( प्यार आया प्यार आया
सज-धज के मेरा यार आया ) -2

हम हैं मनमौजी मौज करते हैं
इश्क़ के वादे रोज़ करते हैं
ओय ओय ओय

अ: रोज़ होते हैं तेरे ही चर्चे
रोज़ जीते हैं रोज़ मरते हैं
हर तरफ़ तू रूबरू है
सामने तू ही बार-बार आया

आ: ( प्यार आया प्यार आया
सज-धज के मेरा यार आया ) -2

अ: आँखों में सुरूर है
बातों में गुरूर है
छलके छलके छलके
बिंदिया मेरी बिंदिया
ले गई तेरी निंदिया
चमके चमके चमके
चैन खोया तुमको पाया

आ: ( प्यार आया प्यार आया
सज-धज के मेरा यार आया ) -2

ā: āṇkh merī hai husn terā hai
tujhko dekhūṇ maiṅ haq ye merā hai

a: āṇkhoṅ meṅ surūr hai
bātoṅ meṅ gurūr hai
chhalke chhalke chhalke
biṅdiyā merī biṅdiyā
le gaī terī niṅdiyā
chamke chamke chamke
chain khoyā tumko pāyā

ā: ( pyār āyā pyār āyā
saj-dhaj ke merā yār āyā ) -2

a: āṇkhoṅ meṅ surūr hai
bātoṅ meṅ gurūr hai
chhalke chhalke chhalke
biṅdiyā merī biṅdiyā
le gaī terī niṅdiyā
chamke chamke chamke
chain khoyā tumko pāyā

ā: ( pyār āyā pyār āyā
saj-dhaj ke merā yār āyā ) -2

o ho o ho he e he he e he

maiṅ hūṇ dīvānā pyār kā mārā
jān bhī de dūṇ kar do iśhārā
a: dil se hai dil kā saudā hamārā
jān k‌yoṅ māṅgeṅ tumse ham yārā
ziṅdgī ye āśhiqī hai
āśhiqī kī to ye qarār āyā

ā: ( pyār āyā pyār āyā
saj-dhaj ke merā yār āyā ) -2

ham haiṅ manmaujī mauj karte haiṅ
iśhq ke vāde roz karte haiṅ
oy oy oy

a: roz hote haiṅ tere hī charche
roz jīte haiṅ roz marte haiṅ
har taraf tū rūbrū hai
sāmne tū hī bār-bār āyā

ā: ( pyār āyā pyār āyā
saj-dhaj ke merā yār āyā ) -2

a: āṇkhoṅ meṅ surūr hai
bātoṅ meṅ gurūr hai
chhalke chhalke chhalke
biṅdiyā merī biṅdiyā
le gaī terī niṅdiyā
chamke chamke chamke
chain khoyā tumko pāyā

ā: ( pyār āyā pyār āyā
saj-dhaj ke merā yār āyā ) -2