आने वाला कल बस एक सपना है ... यादों के सब जुगनूं
आने वाला कल बस एक सपना है -2
गुज़रा हुआ कल बस एक अपना है -2
हम गुज़रे कल में रहते हैं
यादों के सब जुगनूं जंगल में रहते हैं -2
आने वाला कल बस एक …
मेरे तन मन के अरमां अपने तन मन से पूछो
इनकी घुन घुन का मतलब दिल की धड़कन से पूछो
दुनिया सारे ज़मीनें ले ले दौलत ले ले ख़ज़ाने ले ले
लूट सके न जिसको ज़माना हमको एक पल ऐसा दे दे
प्यार के रंगीं मौसम सब जिस पल में रहते हैं
वक़्त के सच्चे नग़्में जिस पल में रहते हैं
आने वाला कल बस एक …
āne vālā kal bas ek sapnā hai -2
guzrā huā kal bas ek apnā hai -2
ham guzre kal meṅ rahte haiṅ
yādoṅ ke sab jugnūṅ jaṅgal meṅ rahte haiṅ -2
āne vālā kal bas ek …
mere tan man ke armāṅ apne tan man se pūchho
inkī ghun ghun kā matalab dil kī dhaṛkan se pūchho
duniyā sāre zamīneṅ le le daulat le le khazāne le le
lūṭ sake na jisko zamānā hamko ek pal aisā de de
pyār ke raṅgīṅ mausam sab jis pal meṅ rahte haiṅ
vaqt ke sachche naġhmeṅ jis pal meṅ rahte haiṅ
āne vālā kal bas ek …