Aanchal mein saja lena

आँचल में सजा लेना कलियां, ज़ुल्फ़ों में सितारे भर लेना
Year
Language

आँचल में सजा लेना कलियाँ, ज़ुल्फ़ों में सितारे भर लेना
ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
आँचल में सजा लेना कलियाँ

आया था यहाँ बेगाना सा
आया था यहाँ बेगाना सा, चल दूंगा कहीं दीवाना सा
चल दूंगा कहीं दीवाना सा
दीवाने की खातिर तुम कोई, इल्ज़ाम ना अपने सर लेना
ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
आँचल में सजा लेना कलियाँ

रस्ता जो मिले अंजान कोई
रस्ता जो मिले अंजान कोई, आ जाए अगर तूफ़ान कोई
आ जाए अगर तूफ़ान कोई
अपने को अकेला जान के तुम
आँखों में न आंसू भर लेना
ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
आँचल में सजा लेना कलियाँ

āṇchal meṅ sajā lenā kaliyāṇ, zulfoṅ meṅ sitāre bhar lenā
aise hī kabhī jab śhām ḍhale, tab yād hameṅ bhī kar lenā
āṇchal meṅ sajā lenā kaliyāṇ

āyā thā yahāṇ begānā sā
āyā thā yahāṇ begānā sā, chal dūṅgā kahīṅ dīvānā sā
chal dūṅgā kahīṅ dīvānā sā
dīvāne kī khātir tum koī, ilzām nā apne sar lenā
aise hī kabhī jab śhām ḍhale, tab yād hameṅ bhī kar lenā
āṇchal meṅ sajā lenā kaliyāṇ

rastā jo mile aṅjān koī
rastā jo mile aṅjān koī, ā jāe agar tūfān koī
ā jāe agar tūfān koī
apne ko akelā jān ke tum
āṇkhoṅ meṅ na āṅsū bhar lenā
aise hī kabhī jab śhām ḍhale, tab yād hameṅ bhī kar lenā
āṇchal meṅ sajā lenā kaliyāṇ