आन मिलो या मिलने से इन्कार करो
आन मिलो या मिलने से इन्कार करो
फ़ैसला जो भी करना है इक बार करो
दिल में रह कर बात असर खो बैठेगी
होंठ हैं चुप तो आँखों से इकरार करो
खुल्लम खुल्ला ना ऐसे इज़हार करो
चोरी चोरी जो करना हो यार करो
दीवाने हो दीवानापन करते हो
जाओ जाओ ऐसे ना तकरार करो
आन मिलो या …
बेचैन हूँ मैं बेताब तुम हो
देखो न ऐसे ना ना करो
समझो मेरी क्या मजबूरियाँ हैं
देखो ना ऐसे आहें भरो
दर्द-ए-जिगर कैसे सहूँ
मैं तेरे बिन कैसे रहूँ
ऐसे छुप छुप के ना तुम दीदार करो
थोड़ा ठहरो फिर जी भर के प्यार करो
दिल में रह कर …
अच्छा नहीं है इतना सताना
अच्छी नहीं ये दीवानगी
कैसे बुझाऊँ बुझती नहीं है
ये प्यास कैसी मन में जगी
पागल बड़े तुम हो सनम
छेड़ो न यूँ तुम को कसम
पास बैठो बातें तुम दो चार करो
थोड़ा ठहरो फिर जी भर के प्यार करो
फ़ैसला जो भी …
ān milo yā milne se inkār karo
faislā jo bhī karnā hai ik bār karo
dil meṅ rah kar bāt asar kho baiṭhegī
hoṅṭh haiṅ chup to āṇkhoṅ se ikrār karo
khullam khullā nā aise izhār karo
chorī chorī jo karnā ho yār karo
dīvāne ho dīvānāpan karte ho
jāo jāo aise nā takrār karo
ān milo yā …
bechain hūṇ maiṅ betāb tum ho
dekho na aise nā nā karo
samjho merī kyā majbūriyāṇ haiṅ
dekho nā aise āheṅ bharo
dard-e-jigar kaise sahūṇ
maiṅ tere bin kaise rahūṇ
aise chhup chhup ke nā tum dīdār karo
thoṛā ṭhahro phir jī bhar ke pyār karo
dil meṅ rah kar …
achchhā nahīṅ hai itnā satānā
achchhī nahīṅ ye dīvāngī
kaise bujhāūṇ bujhtī nahīṅ hai
ye pyās kaisī man meṅ jagī
pāgal baṛe tum ho sanam
chheṛo na yūṇ tum ko kasam
pās baiṭho bāteṅ tum do chār karo
thoṛā ṭhahro phir jī bhar ke pyār karo
faislā jo bhī …