Title (Indic)भगवान तुम्हारी दुनिया में क्यूँ WorkAan Baan Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music Husanlal Bhagatram Performer Mohammad Rafi Writer Qamar Jalalabadi LyricsHindiभगवान तुम्हारी दुनिया में क्यूँ दिल ठुकराए जाते हैं क्यूँ चाहने वालों के अरमाँ मिट्टी में मिलाए जाते हैं क्यूँ इस बेदर्द ज़माने में लाखों ही महल आशाओं के हर रोज़ बनाए जाते हैं हर रोज़ मिटाए जाते हैं होती है बुराई की पूजा इस तेरी अन्धी दुनिया में और नेक इन्साँ आँसू की तरह नज़रों से गिराए जाते हैं ओ जीवन बग़िया के माली तेरी बग़िया की यह रीत है क्या जो फूल खिले सेहरे के लिए अर्थी पे चढ़ाए जाते हैं भगवान तुम्हारी दुनिया … Englishbhagvān tumhārī duniyā meṅ kyūṇ dil ṭhukrāe jāte haiṅ kyūṇ chāhne vāloṅ ke armāṇ miṭṭī meṅ milāe jāte haiṅ kyūṇ is bedard zamāne meṅ lākhoṅ hī mahal āśhāoṅ ke har roz banāe jāte haiṅ har roz miṭāe jāte haiṅ hotī hai burāī kī pūjā is terī andhī duniyā meṅ aur nek insāṇ āṇsū kī tarah nazroṅ se girāe jāte haiṅ o jīvan baġhiyā ke mālī terī baġhiyā kī yah rīt hai kyā jo phūl khile sehre ke lie arthī pe chaṛhāe jāte haiṅ bhagvān tumhārī duniyā …