rafī: muhabbat chūme jinke hāth
javānī pāoṅ paṛe din rāt
sune phir, hai, sune phir hai vo kiskī bāt
ā, ā ā
ek to sundar mukhaṛā unkā uspar lākh adāeṅ
ham apne dil ko kahāṇ le jāeṅ
akele dūr khaṛe lalchāeṅ
chāṇd sitāre e
chāṇd sitāre, mast nazāre sab haiṅ unhīṅ ke sāth
muhabbat chūme jinke hāth
śhamśhād begam: muhabbat chūme jinke hāth … kiskī bāt
rafī: rūp nagar se ākar chandā unkā rūp churāe
merā man dekh dekh rah jāye
bhalā ye bāt mujhe kyoṅ bhāye
nainoṅ meṅ unkī āe
nainoṅ meṅ unke kājal banke
rahe suhānī rāt
muhabbat chūme