Aamadnee athannee kharchaa rupaiyaa

आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया
Year
Language

ताक चिकी चिकी चा ताक चुन ताक चुन ताक चुन ताक चुन
दुनिया ये गोल है अंदर से पोल है
रुपये का मोल है बाकी सब झोल है
income हो अंडा तो पत्नी मारे डंडा
जीवन की गाड़ी भंवर में है
बड़ा problem है भैया
क्‌यूँकी आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया
है यही सबकी tension life लम्बी छोटी pension
अब कैसे गुजारा हो भैया यही problem है all india
आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया
है यही …
अब क्‌या करें भैया
आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया

पहली तारीख जब आती है
तो बिरयानी पक जाती है
ग्यारह तारीख जब आती है
अचार की नौबत आ जाती है
महंगाई ने सबको मारा
band बजी खुशियों की
लेनदार की line लगे है
मार पड़े बनियों की हाय
है यही …
अरे बहुत मुश्किल है भैया
आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया

बीवी माँगे जब भी साड़ी
मियां बोले I am sorry
छोड़ो shopping छोड़ो theatre
काम चलाओ T.V. देखकर
टाटा बिरला के घर देना अगला जनम हमें तू
यही मांगना चाहें गर मिल जाएं ब्रह्मा विष्णु हाँ
है यही …
tension ही tension है भैया
आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया

भूखा रहना जब पड़ता है
भगवान का गल्ला याद आता है
तोड़े जो गल्ला चिल्लर मिलती है
चाय भी जिसमें नहीं बनती है
middle class कि कड़क है इस्त्री पर खीसा है खाली
बीस से लेकर तीस के दिन वो खाली बजाए थाली हाय
है यही …
चल निकल ले भैया
आमदनी अठन्नी खर्चा रुपैया

tāk chikī chikī chā tāk chun tāk chun tāk chun tāk chun
duniyā ye gol hai aṅdar se pol hai
rupye kā mol hai bākī sab jhol hai
income ho aṅḍā to patnī māre ḍaṅḍā
jīvan kī gāṛī bhaṅvar meṅ hai
baṛā problem hai bhaiyā
k‌yūṇkī āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā
hai yahī sabkī tension life lambī chhoṭī pension
ab kaise gujārā ho bhaiyā yahī problem hai all india
āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā
hai yahī …
ab k‌yā kareṅ bhaiyā
āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā

pahlī tārīkh jab ātī hai
to biryānī pak jātī hai
gyārah tārīkh jab ātī hai
achār kī naubat ā jātī hai
mahaṅgāī ne sabko mārā
band bajī khuśhiyoṅ kī
lendār kī line lage hai
mār paṛe baniyoṅ kī hāy
hai yahī …
are bahut muśhkil hai bhaiyā
āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā

bīvī māṇge jab bhī sāṛī
miyāṅ bole I am sorry
chhoṛo shopping chhoṛo theatre
kām chalāo T.V. dekhkar
ṭāṭā birlā ke ghar denā aglā janam hameṅ tū
yahī māṅgnā chāheṅ gar mil jāeṅ brahmā viṣhṇu hāṇ
hai yahī …
tension hī tension hai bhaiyā
āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā

bhūkhā rahnā jab paṛtā hai
bhagvān kā gallā yād ātā hai
toṛe jo gallā chillar miltī hai
chāy bhī jismeṅ nahīṅ bantī hai
middle class ki kaṛak hai istrī par khīsā hai khālī
bīs se lekar tīs ke din vo khālī bajāe thālī hāy
hai yahī …
chal nikal le bhaiyā
āmadnī aṭhannī kharchā rupaiyā