आखिरी गीत मुहब्बत का सुना लूं तो चलूं
आखिरी गीत मुहब्बत का सुना लूं तो चलूं
मैं चला जाऊंगा
मैं चला जाऊंगा दो अश्क़ बहा लूं तो चलूं
आज मैं ग़ैर हूं कूछ दिन हुए मैं ग़ैर न था
मेरी चाहत मेरी उल्फ़त से तुझे बैर न था
मैं हूं अब ग़ैर यकीं दिल को दिला लूं तो चलूं
मैं चला जाऊंगा
मैं चला जाऊंगा दो अश्क़ बहा लूं तो चलूं
आज वो दिन है के तूने मुझे ठुकराया है
अपना अन्जाम इन आँखोन को नज़र आया है
दहशत-ए-दिल मैं ज़रा होश में आ लूँ तो चलूँ
मैं चला जाऊंगा
मैं चला जाऊंगा दो अश्क़ बहा लूं तो चलूं
तेरी दुनिया से मैं एक रोज़ चला जाउंगा
और गये वक़्त कि मानिंद नहीं आऊंगा
फीर न आने की क़सम आज मैं खा लूं तो चलूं
मैं चला जाऊंगा
मैं चला जाऊंगा दो अश्क़ बहा लूं तो चलूं
ākhirī gīt muhabbat kā sunā lūṅ to chalūṅ
maiṅ chalā jāūṅgā
maiṅ chalā jāūṅgā do aśhq bahā lūṅ to chalūṅ
āj maiṅ ġhair hūṅ kūchh din hue maiṅ ġhair na thā
merī chāhat merī ulfat se tujhe bair na thā
maiṅ hūṅ ab ġhair yakīṅ dil ko dilā lūṅ to chalūṅ
maiṅ chalā jāūṅgā
maiṅ chalā jāūṅgā do aśhq bahā lūṅ to chalūṅ
āj vo din hai ke tūne mujhe ṭhukrāyā hai
apnā anjām in āṇkhon ko nazar āyā hai
dahśhat-e-dil maiṅ zarā hośh meṅ ā lūṇ to chalūṇ
maiṅ chalā jāūṅgā
maiṅ chalā jāūṅgā do aśhq bahā lūṅ to chalūṅ
terī duniyā se maiṅ ek roz chalā jāuṅgā
aur gaye vaqt ki māniṅd nahīṅ āūṅgā
phīr na āne kī qasam āj maiṅ khā lūṅ to chalūṅ
maiṅ chalā jāūṅgā
maiṅ chalā jāūṅgā do aśhq bahā lūṅ to chalūṅ