आजकल की लड़कियाँ कमाल करती हैं
अहा त ना ना
आजकल की लड़कियाँ कमाल करती हैं
किसी को दिल में रखती हैं
किसी पे मरती हैं
आजकल की लड़के भी कमाल करती हैं
देखके किसी भी लड़की को आह भरते हैं
आजकल की लड़कियाँ …
एक तो है ये तीखी लौकी उसपे नीम चढ़ी
कद इतना छोटा है लेकिन करती बात बड़ी
मुझे पता है डरता है ये तीतर और बटेर से
हमसे कहता है ये लड़ जाएगा जाके शेर से
इसका चेहरा थोड़ा थोड़ा मिलता है सलमान से
खुद को हीरो समझे ना ये कह दो इस नादान से
ऊँची ऊँची सैंडिल उसपे पहन के काला चश्मा
बने हीरोईन समझे देखो खुद को करिस्मा
आजकल की तितलियाँ कमाल करती हैं
अरे किसी को दिल में …
देखो यारों इक बंदरिया चले हंस की चाल
गाना और बजाना चाहें ना समझें सुर ताल
मिले जिसे ना वो कहता है खट्टा है अंगूर
ऐसे लड़कों से तो अक्सर रहती हूँ मैं दूर
हर लड़की मुझको चाहे मुझमें है ऐसी बात
देख देखके मुझको जलती है ये तो दिन रात
चल मेरे भाई पंगा ना ले इससे तू बेकार में
कहीं लिपट जाएगा जा के इस बिजली के तार में
आजकल की बिजलियाँ कमाल करती हैं
किसी को दिल में …
फूलों के रस में नहाई है तारों की दुनिया से आई है
रूप सुहाना तू पाई है सबके दिलों पर छाई है
तू जिस घर में जाएगी सारे अंधेरे मिटाएगी
खुशियों के दीप जलाएगी सबका नसीब जगाएगी
ऐ ऐ आजकल की छोरियाँ कमाल करती हैं
ओये किसी को दिल में …
ahā ta nā nā
ājkal kī laṛkiyāṇ kamāl kartī haiṅ
kisī ko dil meṅ rakhtī haiṅ
kisī pe martī haiṅ
ājkal kī laṛke bhī kamāl kartī haiṅ
dekhke kisī bhī laṛkī ko āh bharte haiṅ
ājkal kī laṛkiyāṇ …
ek to hai ye tīkhī laukī uspe nīm chaṛhī
kad itnā chhoṭā hai lekin kartī bāt baṛī
mujhe patā hai ḍartā hai ye tītar aur baṭer se
hamse kahtā hai ye laṛ jāegā jāke śher se
iskā chehrā thoṛā thoṛā miltā hai salmān se
khud ko hīro samjhe nā ye kah do is nādān se
ūṇchī ūṇchī saiṅḍil uspe pahan ke kālā chaśhmā
bane hīroīn samjhe dekho khud ko karismā
ājkal kī titliyāṇ kamāl kartī haiṅ
are kisī ko dil meṅ …
dekho yāroṅ ik baṅdriyā chale haṅs kī chāl
gānā aur bajānā chāheṅ nā samjheṅ sur tāl
mile jise nā vo kahtā hai khaṭṭā hai aṅgūr
aise laṛkoṅ se to aksar rahtī hūṇ maiṅ dūr
har laṛkī mujhko chāhe mujhmeṅ hai aisī bāt
dekh dekhke mujhko jaltī hai ye to din rāt
chal mere bhāī paṅgā nā le isse tū bekār meṅ
kahīṅ lipaṭ jāegā jā ke is bijlī ke tār meṅ
ājkal kī bijliyāṇ kamāl kartī haiṅ
kisī ko dil meṅ …
phūloṅ ke ras meṅ nahāī hai tāroṅ kī duniyā se āī hai
rūp suhānā tū pāī hai sabke diloṅ par chhāī hai
tū jis ghar meṅ jāegī sāre aṅdhere miṭāegī
khuśhiyoṅ ke dīp jalāegī sabkā nasīb jagāegī
ai ai ājkal kī chhoriyāṇ kamāl kartī haiṅ
oye kisī ko dil meṅ …