Aajaa ve saajan ... nain bichhaae teree raahon par

आजा वे साजन ... नैन बिछाए तेरी राहों पर्
Year
Language

आजा वे साजन आजा वे साजन
नैन बिछाए तेरी राहों पर
साथी सखी सब राह तके हैं
ढूंढ रही है तुझे सबकी नज़र
आजा वे साजन …

तारों से तेरी माँग सजेगी
मेरी बहना दुल्हन बनेगी
मुझको पता है वो आएगा
तेरी डोली ले जाएगा
आजा वे साजन …

फीका न पड़ जाए मेहंदी का रंग
इतनी कहीं देर हो जाए ना
जिस प्यार पे हमको यकीं है
उस प्यार की हार हो जाए ना
आजा वे साजन …

ājā ve sājan ājā ve sājan
nain bichhāe terī rāhoṅ par
sāthī sakhī sab rāh take haiṅ
ḍhūṅḍh rahī hai tujhe sabkī nazar
ājā ve sājan …

tāroṅ se terī māṇg sajegī
merī bahnā dulhan banegī
mujhko patā hai vo āegā
terī ḍolī le jāegā
ājā ve sājan …

phīkā na paṛ jāe mehaṅdī kā raṅg
itnī kahīṅ der ho jāe nā
jis pyār pe hamko yakīṅ hai
us pyār kī hār ho jāe nā
ājā ve sājan …