आजा रे साथ मेरे ... आओ दुनिया के पार चलें एक नये संसार चलें
आजा रे साथ मेरे
आओ दुनिया के पार चलें एक नये संसार चलें
आऊं रे साथ तेरे
संग लेकर बहार चलें बादलों पे सवार चलें
आजा रे साथ मेरे …
बड़ी प्यारी वहां की दुनिया नहीं वैसी वहां की दुनिया
चलो हम तुम वहां बस जाएं फिर वापस कभी न आएं
वहां बसे हैं और भी प्रेमी हमसे भी पुराने
प्यार ही प्यार सजा रखा है नफ़रत वो ना जानें
भर के झोली में प्यार चलें
बादलों पे सवार चलें …
वक़्त कम है मुझे न सताओ इस दुनिया को जल्दी दिखाओ
आजा सीने से मेरे लिपट जा आँख से मेरे दिल में उतर जा
हाय ये एहसास है कैसा और कितना हसीं है
अपने दिल में झांक दे देखा जन्नत भी वहीं है
आओ जन्नत के द्वार चलें
संग लेकर बहार चलें …
ājā re sāth mere
āo duniyā ke pār chaleṅ ek naye saṅsār chaleṅ
āūṅ re sāth tere
saṅg lekar bahār chaleṅ bādloṅ pe savār chaleṅ
ājā re sāth mere …
baṛī pyārī vahāṅ kī duniyā nahīṅ vaisī vahāṅ kī duniyā
chalo ham tum vahāṅ bas jāeṅ phir vāpas kabhī na āeṅ
vahāṅ base haiṅ aur bhī premī hamse bhī purāne
pyār hī pyār sajā rakhā hai nafrat vo nā jāneṅ
bhar ke jholī meṅ pyār chaleṅ
bādloṅ pe savār chaleṅ …
vaqt kam hai mujhe na satāo is duniyā ko jaldī dikhāo
ājā sīne se mere lipaṭ jā āṇkh se mere dil meṅ utar jā
hāy ye ehsās hai kaisā aur kitnā hasīṅ hai
apne dil meṅ jhāṅk de dekhā jannat bhī vahīṅ hai
āo jannat ke dvār chaleṅ
saṅg lekar bahār chaleṅ …