Aajaa goree baangar kee teree kamar pe chotee latke hai

आजा गोरी बांगड़ की तेरी कमर पे चोटी लटके है
Work
Year
Language

चक दे
आजा गोरी बांगड़ की तेरी कमर पे चोटी लटके है
नार नवेली तूफ़ानी अदाएं तेरी हटके हैं
आजा प्यार सिखा दूं तुझको गले लगा लूं अपनी जां बना लूं
तड़पा न मुझको मेरी जान
आजा गोरी बांगड़ की …

Let me tell you about this thing called love.
It's body to body talk. The more you mate the more you want.
but love is not a crime.
It's all in the mind. Make love not war.

संभलो संभलो ओ दीवानों ऐसे न उछलो मस्तानों
ये है T.V. का किया धरा ये फ़िल्मों की है गर्मी
क्‌यूं लिपट लिपट कर गाते हो क्‌यूं love love चिल्लाते हो
तौबा तौबा लाहौल विला बेशर्मी है बेशर्मी
खजुराहो में जाओ जाके ध्यान से देखो
किसने मूरतें बनाई हैं बाहों में लिए बाहें यार की
फिर क्‌यूं ये रोका रोकी बोलो क्‌यूं ये टोका टोकी
You make the right choice baby.

है ये प्यार का नज़ारा कोई जुर्म तो नहीं
कोई पाप तो नहीं चोरी तो नहीं ड ड डाका तो नहीं
जिसे देखना है देखो वरना घर जा के बैठो
come on be fair yaar.
आजा गोरी बांगड़ की …

महौल करो न गंदा तुम ये जोश करो कुछ ठंडा तुम
कुछ रहम करो teen agers पे एहसान तुम्हारा होगा
सोचो कुछ अपने neuron की इस नई नई generation की
इस हाल में तुमको देखेंगे अंजाम भला क्‌या होगा
जा के देखो आज के teen agers को देखो
देखने में हैं ये सब ice ice cool
जो भी इनको नादान समझे must be a fool
घर में ये सब देखते हैं bold and beautiful

हैं घर में तो गुमसुम चुप चुप mummy daddy का डर है
लेकिन दोस्तों को ये हाल-ए-दिल सुनाएं
इनकी feelingds को जानो इनकी need को पहचानो
what's wrong in the love. Give them एक break यार
आजा गोरी बांगड़ की …

chak de
ājā gorī bāṅgaṛ kī terī kamar pe choṭī laṭke hai
nār navelī tūfānī adāeṅ terī haṭke haiṅ
ājā pyār sikhā dūṅ tujhko gale lagā lūṅ apnī jāṅ banā lūṅ
taṛpā na mujhko merī jān
ājā gorī bāṅgaṛ kī …

Let me tell you about this thing called love.
It's body to body talk. The more you mate the more you want.
but love is not a crime.
It's all in the mind. Make love not war.

saṅbhlo saṅbhlo o dīvānoṅ aise na uchhlo mastānoṅ
ye hai T.V. kā kiyā dharā ye filmoṅ kī hai garmī
k‌yūṅ lipaṭ lipaṭ kar gāte ho k‌yūṅ love love chillāte ho
taubā taubā lāhaul vilā beśharmī hai beśharmī
khajurāho meṅ jāo jāke dhyān se dekho
kisne mūrteṅ banāī haiṅ bāhoṅ meṅ lie bāheṅ yār kī
phir k‌yūṅ ye rokā rokī bolo k‌yūṅ ye ṭokā ṭokī
You make the right choice baby.

hai ye pyār kā nazārā koī jurm to nahīṅ
koī pāp to nahīṅ chorī to nahīṅ ḍa ḍa ḍākā to nahīṅ
jise dekhnā hai dekho varnā ghar jā ke baiṭho
come on be fair yaar.
ājā gorī bāṅgaṛ kī …

mahaul karo na gaṅdā tum ye jośh karo kuchh ṭhaṅḍā tum
kuchh raham karo teen agers pe ehsān tumhārā hogā
socho kuchh apne neuron kī is naī naī generation kī
is hāl meṅ tumko dekheṅge aṅjām bhalā k‌yā hogā
jā ke dekho āj ke teen agers ko dekho
dekhne meṅ haiṅ ye sab ice ice cool
jo bhī inko nādān samjhe must be a fool
ghar meṅ ye sab dekhte haiṅ bold and beautiful

haiṅ ghar meṅ to gumsum chup chup mummy daddy kā ḍar hai
lekin dostoṅ ko ye hāl-e-dil sunāeṅ
inkī feelingds ko jāno inkī need ko pahchāno
what's wrong in the love. Give them ek break yār
ājā gorī bāṅgaṛ kī …