Aajaa aajaa o piyaa ... o jaan-e-jaan ... khoyaa khoyaa chaand hai

आजा आजा ओ पिया ... ओ जान-ए-जां ... खोया खोया चाँद है
Year
Language

छन नन छन छन छनन छनन छन नन छन छन
आजा आजा ओ पिया आज माने ना जिया
बाहों में ले ले हमें सोचता है क्‌या
हो जान-ए-जां हमको ना तड़पा
ओ ठंडी ठंडी है हवा भीगी भीगी है फ़िज़ा
आग है दिल में जगी प्यार बरसा जा
ओ जान-ए-जां …

दूरियों से ऐ सनम मेरा निकला जाए दम
गैर सा देखे है क्‌या पास आ तेरे हैं हम
सो रहा है ये जहाँ प्यार से मुझको चुरा
हीरा हूँ मैं प्यार का सीने पे सजा
ओ जान-ए-जां …

रात न जाए गुज़र हम करें कैसे सफ़र
या तो हमको प्यार कर या हमें दे दे ज़हर
ज़ुल्फ़ में छुप जा ज़रा यूँ गले मिल जा ज़रा
साँसों में घुल जा ज़रा मुझको ना सता
ओ जान-ए-जां …
छन नन छन छन छनन छनन छन नन छन छन
खोया खोया चाँद है क्‌या सुहानी शाम है
होंठों पे इक नाम है नाम है तेरा
ओ जान-ए-जां आजा ना तड़पा

ओ जान तेरे नाम है अब तेरा ये काम है
या तो मैं जी लूँ ज़रा या के दे दूँ जां
ओ जान-ए-जां …

ढलकी ढलकी है चुनर प्यार से तू बेखबर
छोड़ दुनिया की फ़िक़र आजा आजा आ इधर
नाम ले के प्यार का तू कदम अपने उठा
सोच ना अंजाम का होगा जो होगा
ओ जान-ए-जां …

ले ले मेरी चाहतें दिल को दे दे राहतें
प्यार के हैं रास्ते आ ख़ुदा के वास्ते
इश्क़ ही तो है ख़ुदा इश्क़ से है क्‌यूँ जुदा
इश्क़ पे दुनिया फ़िदा सुन ले ये सदा
ओ जान-ए-जां …

chhan nan chhan chhan chhanan chhanan chhan nan chhan chhan
ājā ājā o piyā āj māne nā jiyā
bāhoṅ meṅ le le hameṅ sochtā hai k‌yā
ho jān-e-jāṅ hamko nā taṛpā
o ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī hai havā bhīgī bhīgī hai fizā
āg hai dil meṅ jagī pyār barsā jā
o jān-e-jāṅ …

dūriyoṅ se ai sanam merā niklā jāe dam
gair sā dekhe hai k‌yā pās ā tere haiṅ ham
so rahā hai ye jahāṇ pyār se mujhko churā
hīrā hūṇ maiṅ pyār kā sīne pe sajā
o jān-e-jāṅ …

rāt na jāe guzar ham kareṅ kaise safar
yā to hamko pyār kar yā hameṅ de de zahar
zulf meṅ chhup jā zarā yūṇ gale mil jā zarā
sāṇsoṅ meṅ ghul jā zarā mujhko nā satā
o jān-e-jāṅ …
chhan nan chhan chhan chhanan chhanan chhan nan chhan chhan
khoyā khoyā chāṇd hai k‌yā suhānī śhām hai
hoṅṭhoṅ pe ik nām hai nām hai terā
o jān-e-jāṅ ājā nā taṛpā

o jān tere nām hai ab terā ye kām hai
yā to maiṅ jī lūṇ zarā yā ke de dūṇ jāṅ
o jān-e-jāṅ …

ḍhalkī ḍhalkī hai chunar pyār se tū bekhabar
chhoṛ duniyā kī fiqar ājā ājā ā idhar
nām le ke pyār kā tū kadam apne uṭhā
soch nā aṅjām kā hogā jo hogā
o jān-e-jāṅ …

le le merī chāhteṅ dil ko de de rāhteṅ
pyār ke haiṅ rāste ā khudā ke vāste
iśhq hī to hai khudā iśhq se hai k‌yūṇ judā
iśhq pe duniyā fidā sun le ye sadā
o jān-e-jāṅ …