आजा आजा मेरे सपनों के राजकुमार्
सर से सर सर चुनरी सरके
धक धक धक धक दिल मेरा धड़के
खन खन खन खन चूड़ी खनके
छन छन छन छन पायल छनके बोले बार बार
मेरे सपनों के राजकुमार
मुझे है तेरा इंतज़ार
आजा सनम अब आजा
सजन अब आजा पिया तू आजा
आजा आजा मेरे सपनों के …
तेरे बिन मेरे सजन मेरा दिल अब माने ना
मेरे दिन कैसे कटें परदेसी तू जाने ना
जागी सोई रहती हूँ
इश्क़ में खोई रहती हूँ
मैं पागल दीवानी हूँ
तेरी प्रेम कहानी हूँ
बिखरी हैं लटें बहकी चाल है
आके देख ले मेरा क्या हाल है
उड़ी हैं नींदें नींदें चैन कहीं अब आए ना
सजन अब आजा सनम अब आजा
बलम अब आजा पिया तू आजा
आजा आजा मेरे सपनों के …
यादों की खुश्बू में ढूंढूं तुझको कलियों में
लोगों की नज़रों में ढूंढूं तुझको गलियों में
ये प्यासी प्यासी बाहें देख रहीं तेरी राहें
ना जाने कब आएगा मेरे ख्वाब सजाएगा
लहराने लगी ज़रा थाम ले
तड़पाता है क्यूं आजा सामने
बसा लूं मन में मन में
तन्हा रहा अब जाए ना
सजन अब आजा सनम अब आजा
बलम अब आजा दीवाने आजा
आजा आजा मेरे सपनों के …
sar se sar sar chunrī sarke
dhak dhak dhak dhak dil merā dhaṛke
khan khan khan khan chūṛī khanke
chhan chhan chhan chhan pāyal chhanke bole bār bār
mere sapnoṅ ke rājkumār
mujhe hai terā iṅtazār
ājā sanam ab ājā
sajan ab ājā piyā tū ājā
ājā ājā mere sapnoṅ ke …
tere bin mere sajan merā dil ab māne nā
mere din kaise kaṭeṅ pardesī tū jāne nā
jāgī soī rahtī hūṇ
iśhq meṅ khoī rahtī hūṇ
maiṅ pāgal dīvānī hūṇ
terī prem kahānī hūṇ
bikhrī haiṅ laṭeṅ bahkī chāl hai
āke dekh le merā kyā hāl hai
uṛī haiṅ nīṅdeṅ nīṅdeṅ chain kahīṅ ab āe nā
sajan ab ājā sanam ab ājā
balam ab ājā piyā tū ājā
ājā ājā mere sapnoṅ ke …
yādoṅ kī khuśhbū meṅ ḍhūṅḍhūṅ tujhko kaliyoṅ meṅ
logoṅ kī nazroṅ meṅ ḍhūṅḍhūṅ tujhko galiyoṅ meṅ
ye pyāsī pyāsī bāheṅ dekh rahīṅ terī rāheṅ
nā jāne kab āegā mere khvāb sajāegā
lahrāne lagī zarā thām le
taṛpātā hai kyūṅ ājā sāmne
basā lūṅ man meṅ man meṅ
tanhā rahā ab jāe nā
sajan ab ājā sanam ab ājā
balam ab ājā dīvāne ājā
ājā ājā mere sapnoṅ ke …