Aaj too maang le jo teraa dil kahe

आज तू मांग ले जो तेरा दिल कहे
Work
Year
Language

आज तू मांग ले जो तेरा दिल कहे
मैं दूं तुझको तू जो मांगे जान भी क्‌या है तेरे आगे
आज तू मांग ले …

ओ हो हो हो ओ ओ हो हो हो
रूप कहे तो लाऊं चाँद तारे हसीं मैं
नाम तेरे लिखूं आसमां और ज़मीं मैं
तेरे लिए जीऊं वरना जीऊं नहीं मैं
ये बता तेरे दिल में क्‌या है आरज़ू
आज तू मांग ले …

मेरे दिल में है तू दिल हुआ तुझसे रोशन
मेरे दिल में है तू महका इस दिल का आंगन
मेरे दिल में है तू खिल गया दिल का गुलशन
मान जा मेरे दिल में तू है तू ही तू
आज तू मांग ले …

āj tū māṅg le jo terā dil kahe
maiṅ dūṅ tujhko tū jo māṅge jān bhī k‌yā hai tere āge
āj tū māṅg le …

o ho ho ho o o ho ho ho
rūp kahe to lāūṅ chāṇd tāre hasīṅ maiṅ
nām tere likhūṅ āsmāṅ aur zamīṅ maiṅ
tere lie jīūṅ varnā jīūṅ nahīṅ maiṅ
ye batā tere dil meṅ k‌yā hai ārazū
āj tū māṅg le …

mere dil meṅ hai tū dil huā tujhse rośhan
mere dil meṅ hai tū mahkā is dil kā āṅgan
mere dil meṅ hai tū khil gayā dil kā gulaśhan
mān jā mere dil meṅ tū hai tū hī tū
āj tū māṅg le …