आज सफ़र में तुमने क्यों, छोड़ दिया मेरा साथ्
हम और तुम थे साथी
अभी है कल की बात
आज सफ़र में तुमने क्यों
छोड़ दिया मेरा साथ
कैसे हैं ये अंधेरे ढलते नहीं
मीलों तलक़ उजाले मिलते नहीं
हमारे तुम्हारे
हमारे तुम्हारे जीवन में कैसे आई
ये अंधियारी रात
आज सफ़र …
जलता है दिल मैं फिर भी खामोश हूँ
किससे करूँ मैं शिकवा क्या दोष दूँ
हमारे तुम्हारे
हमारे तुम्हारे सपने जो सच हुए थे
थामे हैं मेरा हाथ
आज सफ़र …
ham aur tum the sāthī
abhī hai kal kī bāt
āj safar meṅ tumne kyoṅ
chhoṛ diyā merā sāth
kaise haiṅ ye aṅdhere ḍhalte nahīṅ
mīloṅ talaq ujāle milte nahīṅ
hamāre tumhāre
hamāre tumhāre jīvan meṅ kaise āī
ye aṅdhiyārī rāt
āj safar …
jaltā hai dil maiṅ phir bhī khāmośh hūṇ
kisse karūṇ maiṅ śhikvā kyā doṣh dūṇ
hamāre tumhāre
hamāre tumhāre sapne jo sach hue the
thāme haiṅ merā hāth
āj safar …